Aath Hun Pahar Matwaal Laagi Rahe, Aath Hun Pahar Ki Cchhak Peevai Lyrics :
_________________________________________________________________
आठ हूँ पहर मतवाल लागी रहे, आठ हूँ पहर की छाक पीवै । १
आठ हूँ पहर मस्तान माता रहै, ब्रम्ह की छौल में साध जीवै | २
साँच ही कहतु औ साँच ही गहतु है,काँच को त्याग करि साँच लागा । ३
कहैं कबीर यों साध निर्भय हुआ, जनम और मरन का भय भागा । 4
_________________________________________________________________
Aath hoon pahar mataval laagi rahe, aath hoon pahar ki chhaak peevei . 1
Aath hoon pahar mastaan maataa rahei, bramh ki chhaul mein saadh jeevei | 2
Saanch hi kahatu au saanch hee gahatu hai, kaanch ko tyaag kari saanch laagaa . 3
Kahein kabir yon saadh nirbhay hua, janam aur maran kaa bhay bhaga . 4