Aaiye Farmaiye Lyrics - Mera Pati Sirf Mera Hai(Amit Kumar and Anand Kumar C).
Aaiye Farmaiye song Lyrics from album Mera Pati Sirf Mera Hai.The song is sung by Amit Kumar and Anand Kumar C. Lyrics of Aaiye Farmaiye song has written by N/A and The music of this song is given by Anand Shrivastav and Milind Shrivastav. The music video of Aaiye Farmaiye's song is directed by Anand Shrivastav and Milind Shrivastav.
Aaiye Farmaiye Lyrics In Hindi- Mera Pati Sirf Mera Hai :
Aayiye farmaiye
Boliye kya chahiye
Aayiye farmaiye
Boliye kya chahiye
Silk patola
Kanjiwaram shiffon
Meri dukan mein har chiz milegi
Tujhpe ye rang ye design khilegi
Meri dukan mein har chiz milegi
Tujhpe ye rang ye design khilegi
Aayiye farmaiye
Boliye kya chahiye
Aayiye farmaiye
Boliye kya chahiye
Shri devi jaya parda kimi hema
Bhanu priya meri dukan mein aati hai
Apni pasand ke mann chahe kapde wo
Mere yaha se le jati hai
Neeli neeli aankho wali
Ram teri ganga maili
Kapde yaha silwati hai
Gore gore rango wali
Juhi khile ango wali
Kapde yaha banwati hai
Iska naam tezaab hai
Sadi lazawab hai
Boby iska naam hai
Dikhti subah sham hai
Meri dukan mein har chiz milegi
Tujhpe ye rang ye design khilegi
Meri dukan mein har chiz milegi
Tujhpe ye rang ye design khilegi
Washid dont bired
Drayet dontskwijet
Joging ware
Business ware
Casuel ware under ware
Durebale washebal
Hot pents short pents
Disko shirt dont flute
Long skirts shorts skirts
Ye chadar lelo ye shrink nahi hoga
Ye khadi lelo ispe discount milega
Wolan cotton shoting shirting
Lungie ganji tawal kambal
Meri dukan mein har chiz milegi
Tujhpe ye rang ye design khilegi
Meri dukan mein har chiz milegi
Tujhpe ye rang ye design khilegi
Super man super man
Yeh kapda jo paheno ge to
Super man lago ge
Yeh kapda jo paheno ge to
Spider man lago ge
Spider man
Spider man
Spider man
Spider man
Yeh kapda jo paheno gi to
Baby dol lago gi
Aasman ki pariyo si
Tum sabko dikho gi
Tinku pinku aao
Aise na ghabhrao
Rinki pinki aao
Aise na sharmao
Meri dukan mein har chiz milegi
Tujhpe ye rang ye design khilegi
Meri dukan mein har chiz milegi
Tujhpe ye rang ye design khilegi
Aayiye farmaiye
Boliye kya chahiye
Aayiye farmaiye
Boliye kya chahiye.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in