Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Lyrics - Kaala Aadmi(Asha Bhosle, Mohammed Rafi and Prabodh Chandra Dey -Manna Dey).
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman song Lyrics from album Kaala Aadmi.The song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi and Prabodh Chandra Dey -Manna Dey.
Lyrics of Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman song has written by Verma Malik and The music of this song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal.
The music video of Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman's song is directed by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal. Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Credits :
Singer : | Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey -Manna Dey |
Lyricist : | Verma Malik |
Music : | Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal, Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal |
Director : | Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal, Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal |
Cast : | Sunil Dutt, Saira Banu, Pran, Ranjeet, Satyendra Kapoor, Anwar Hussain Sonia Sahni, Helen, Jayshree T., Aarti, Urmila Bhatt, V. Gopal, Alankar Joshi, Parikshat Sahni, Zaheera |
Music Label : | Saregama |
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Lyrics In Hindi- Kaala Aadmi :
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Hum kitne nadan the
Na tujhsa jana na tu jana
Patthar ke dhokhe me rahi
Hire ko na pehchana
Hum kitne nadan the
Na tujhsa jana na tu jana
Patthar ke dhokhe me rahi
Hire ko na pehchana
Ye to dil ko dil ke har arman se
Ye to dil ko dil ke har arman se
Pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aandhi me vishvas ka dipak
Humne jalte dekh liya
Aandhi me vishvas ka dipak
Humne jalte dekh liya
Pyar ki shabnam se humne
Patthar ko pighalte dekh liya
Hume ye kala aadmi oo ho
Hume ye kala aadmi
Insan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Kal tak humko khabar nahi thi
Kya hai dharam aur kya imaan
Kal tak mere man ke andar
Jag raha thi ek saitan
Aj koi ye humse puchhe
Ishwar ki hai kya pehchan
Leke tera naam kahe hum
Shayad aisa ho bhagwan
Kabhi kabhi insan to
Khud bhagwan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai.
Did you enjoy Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman song please contact us.