Aaj Pandrah August Hai Lyrics - Clerk(Lata Mangeshkar and Mahendra Kapoor).
Aaj Pandrah August Hai song Lyrics from album Clerk.The song is sung by Lata Mangeshkar and Mahendra Kapoor. Lyrics of Aaj Pandrah August Hai song has written by Manoj Kumar and The music of this song is given by Jagdish Khanna and Uttam Singh. The music video of Aaj Pandrah August Hai's song is directed by Jagdish Khanna and Uttam Singh.
Jhoom jhoom kar gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re
Masti mein sab aao re
Masti mein sab aao re
Mast hai dharti
Aakash bhi mast hain
Aur kisi ki baat kya karni
Masti bhi kudh masti hain
Ha masti bhi kudh mast hain
Ho o aaj mili thi maa ko aajadi
Aaj mili thi maa ko aajadi
Jhoom ke gaao dilwalo
Aaj pandraha,aaj pandraha
Aaj pandraha,aaj pandraha
Pandraha august hain
Pandraha august hain
Pandraha august hain
Jhoom jhoom kar gaao re gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re gaao re
Tha aaj ka suraj chanda jaisa
Aur aaj ka chanda suraj jaisa
Tha aaj ka suraj chanda jaisa
Aur aaj ka chanda suraj jaisa
Hain aaj ki har baat anokhi
Hain aaj ki har baat anokhi
Sab raato se ye baat anokhi
Isliye to kahte hain
Jhoom ke gaao dilwalo matwalo
Aaj pandraha,aaj pandraha
Pandraha august hain
Pandraha august hain
Pandraha august hain
Jhoom jhoom kar gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re
Kesri safed aur hara hain
In rango se hain desh bara
Kesri safed aur hara hain
In rango se hain desh bara
Ye rang hain o ye rang hain
Itne anokhe
Kabhi na de ye kisi ko dhokhe
Isliye to kahte hai jhoom ko gaao
Jhoom ke gaao dilwalo matwalo
Aaj pandraha,aaj pandraha
Pandraha august hain
Pandraha august hain
Pandraha august hain
Jhoom jhoom kar gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re
Aazadi ke liye humne kya khoya
Gandhi,nehru,subash bhi roya
Baghat, rajguru aue sukh dev
Humne kaise khelo ko khoya
Khelo ko khoya
Lala lajpat rai aur tilak ne
Mahrana partaap aur shivaji ne
Apne khoon mein khud ko duboya
Unke liye saara dekh roya
Unke liye saara dekh roya
Jin ne tha gulami ka bojh tha dhoya
Jin ne tha gulami ka bojh tha dhoya
Unke liye bisham sing asfak bhi roya
Asfak bhi roya,asfak bhi roya
Maati uthakar tilak lagao
Teen rango ki shama jalao
Maati uthakar tilak lagao
Teen rango ki shama jalao
Teen rango se hain ye tiranga
Teen rango se hain ye tiranga
Har bharat wasi iss ka patana
Har bharat wasi iss ka patana
Isliye to kahte hain
Jhoom ke gaao dilwalo matwalo
Aaj pandraha,aaj pandraha
Pandraha august hain
Pandraha august hain
Pandraha august hain
Pandraha august hain
Pandraha august hain.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in