Aankhe Sharab Ki Lyrics - Man Ki Aankhen(Lata Mangeshkar and Prabodh Chandra Dey -Manna Dey).
Aankhe Sharab Ki song Lyrics from album Man Ki Aankhen.The song is sung by Lata Mangeshkar and Prabodh Chandra Dey -Manna Dey. Lyrics of Aankhe Sharab Ki song has written by Sahir Ludhianvi and The music of this song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal. The music video of Aankhe Sharab Ki's song is directed by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal.
Aankhe Sharab Ki Lyrics In Hindi- Man Ki Aankhen :
Meri jaan mari jaan
Dil kare maati
Nao balkhati chali aa chali aa
Meri jaan
Aankhen sarab ke chhalke
Chhalke paimane
Aankhen sarab ke chhalke
Chhalke paimane
Taase gulab ke maheke
Maheke afsaane
Haay mere shabab ke
Mahefil mahefil deewane
Aankhen sarab ke chhalke
Chhalke paimane
Meri jaan mari jaan
Dil kare maati
Nao balkhati chali aa chali aa
Meri jaan
Daavat hai bekhudi ki
Har ek nigah hume
Kahe pukarti hai
Aaja panah mein
Daavat hai bekhudi ki
Har ek nigah hume
Kahe pukarti hai
Aaja panah mein
Ye sokh raaten khona na
Jaagi aankhen sona na
Aaj gafil hona na
Kaheti hai ye jawani ka
Daaman ke daag ko
Bhoole se bhi dhona na
Daaman ke daag ko
Bhoole se bhi dhona na
Meri jaan mari jaan
Dil kare maati
Nao balkhati chali aa chali aa
Meri jaan
Wo hi maze mein jo
Aashiq mizaz mein hai
Kal kuch nahi hai pyare
Jo kuch hai aaj hai
Wo hi maze mein jo
Aashiq mizaz mein hai
Kal kuch nahi hai pyare
Jo kuch hai aaj hai
Is waqt ko thukrana na
Apne ko tarsana na
Dekh ab sharmana na
Kaheti hai ye jawani yehi
Do din bahar hai
Phir piche pachtana na
Do din bahar hai
Phir piche pachtana na
Meri jaan mari jaan
Ho taase gulab ke maheke
Maheke afsaane
Haay mere shabab ke
Maheke maheke deewane
Aankhen sarab ke chhalke
Chhalke paimane
Meri jaan mari jaan
Dil kare maati
Nao balkhati chali aa chali aa
Meri jaan.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in