Ab Aa Bhi Jaa Lyrics - Society(Mohammed Rafi and S.Balbir).
Ab Aa Bhi Jaa song Lyrics from album Society.The song is sung by Mohammed Rafi and S.Balbir. Lyrics of Ab Aa Bhi Jaa song has written by Sahir Ludhianvi and The music of this song is given by Sachin Dev Burman. The music video of Ab Aa Bhi Jaa's song is directed by Sachin Dev Burman.
Nigah ko tere jalwe
Ki aas rahti hai
Ha tere begair
Tabiyat udas rahti hai
Ab aa bhi ja ke tera
Intzaar kab se hai
Ab aa bhi ja ke tera
Intzaar kab se hai
Ab aa bhi ja ke tera
Intzaar kab se hai
Tere liye mera dil
Bekrar kab se hai
Tere liye mera dil
Bekrar kab se hai
Ab aa bhi ja aa bhi ja
Aaye the isi sahar mein
Hum naj uthane ke liye
Kya khabar hum yaha
Tarsenge pani ke liye
Berukhi are berukhi teri
Garibo ki khata ban jayegi
Sahar ki jo bhi gali hai
Karbala ban jayegi
Gagan ki dhun mein
Gagan ki dhun mein har
Ek dindar an se hai
Gagan ki dhun mein har
Ek dindar an se hai
Ab aa bhi ja ke tera
Intzaar kab se hai
Tere liye mera dil
Bekrar kab se hai
Ab aa bhi ja aa bhi ja
Kitne pal bepal is
Ruthi huyi palke ni
Is kadar damyantiya
Baithi hai ek nalke liyye
Luta luta sabhi ka
Singar kab se hai
Luta luta sabhi ka
Singar kab se hai
Ab aa bhi ja ja ke
Tera intzaar kab se hai
Tere liye mera dil
Bekrar kab se hai
Ab aa bhi ja aa bhi ja
Tu jo aa jaye to jalwe ko
Nikharana aa jaye
Tu jo aa jaye to
Reshami julfo ko bal
Kha ke bikhrana aa jaye
Reshami julfo ko
Najnino me naino
Me lachak aa jaye
Ishq ke nek irado
Me chamak aa jaye
Mohabbato ka mohabbato ka
Jaha so gawar kab se hai
Ab aa bhi ja ke tera
Intezar kab se hai
Ab aa bhi ja ke tera
Intezar kab se hai
Tere liye mera dil
Bekrar kab se hai
Ab aa bhi ja aa bhi ja
Do kadam chalta nahi
Tu hum fakiro ke liye
Sathvi manjil pe chadta
Hai amiro ke liye
Unke kute bhi nahate
Hai nirali shan se
Aur yaha pine ka
Pani dur hai insan se
Dhani ke haye
Geet dhani ke geet
Garibo ki har kab se hai
Dhani ke geet garibo
Ki har kab se hai
Ab aa bhi ja ke tera
Intzaar kab se hai
Tere liye mera dil
Bekrar kab se hai
Ab aa bhi ja aa bhi ja
Raham kar jalim humari
Naukari par raham kar
Khud se jo milti nahi us
Naukari par raham kar
Ishq per karta nahi
To husn par raham
Hindu muslim sikh isai
Kisi par raham kar
Lagi huyi yaha lagi huyi yaha
Sabki katar kab se hai
Lagi huyi yaha
Sabki katar kab se hai
Ab aa bhi ja ke tera
Intzaar kab se hai
Ab aa bhi ja aa bhi ja
Are are nahi aayega
Chalo chalo.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in