Ae Dil Bata Lyrics In Hindi- The Forgotten Army - Azaadi Ke Liye :
Ae dil bata hai ye kaisi jagah,
Ae dil bata hai ye kaisa jahaan,
Na hai jaamin,
Na sar par aasmaa,
Aa gaye hum kaha,
Aa gaye hum kaha..
Ae dil bata ye kaisa hai safar,
Ae dil bata ye kaisa humsafar,
Na hai mera,
Na mujhse hai juda,
Aa gaye hum kaha,
Aa gaye hum kaha..
Ae dil zara,
Rakh hausala,
Mohaabt apna aasra,
Mohabbat aapna basba,
Mohabbat humne be-watno par,
Khuda ka haath hai..
Mohabbat hai to hai yakeen,
Namunkin kuch bhi nahi,
Mohabbat humne be-watno par,
Khuda ka saath hai..
Ae dil bata ye kaisi inteha,
Ae dil bata ye kaisa imtehaan,
Nazdikiyaan hai na,
Na hai dooriyaan…
Aa gaye hum kaha,
Aa gaye hum kaha…
Ae dil bata hai ye kaisi sehar,
Ae dil bata hai ye kaisa sehar
Na kaid hai na,
Na aazidiyaan…
Aa gaye hum kaha,
Aa gaye hum kaha…
Ae dil zara rakh hausala,
Mohabbat mitti gawn ki,
Mohabbat pepal chanw si..
Mohaabt apna aasra,
Mohabbat aapna basba,
Mohabbat humne be-watno par,
Khuda ka haath hai..
Koi bhi ho rashta,
Mujhko to vaasta tujhse,
Niklu koi galli se,
Daayein baayein ja milun tujhse..
Tera bhi dag-mug,
Mil raha pag-pag mujhse,
Meri bhi manzile,
Lagne lage gale tujhse..
Ki tere haath ki,
Lakeerein chale saath hi,
Bahon mein na ho baah par,
Baahon mein hai zindagi..
Ae dil bata hai ye kaisi jagah,
Ae dil bata hai ye kaisa jahaan,
Na hai jaamin,
Na sar par aasmaa,
Aa gaye hum kaha,
Aa gaye hum kaha..
Ae dil bata ye kaisa hai safar,
Ae dil bata ye kaisa humsafar,
Na hai mera,
Na mujhse hai juda,
Aa gaye hum kaha,
Aa gaye hum kaha..
Ae dil zara,
Rakh hausala,
Mohaabt apna aasra,
Mohabbat aapna basba,
Mohabbat humne be- watno par,
Khuda ka haath hai..
Mohabbat hai to hai yakeen,
Namunkin kuch bhi nahi,
Mohabbat humne be-watno par,
Khuda ka saath hai..