Allah Ka Naam Le Lyrics - Palay Khan(Suresh Wadkar).
Allah Ka Naam Le song Lyrics from album Palay Khan.The song is sung by Suresh Wadkar.
Lyrics of Allah Ka Naam Le song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Rahul Dev Burman.
The music video of Allah Ka Naam Le's song is directed by Rahul Dev Burman. Allah Ka Naam Le Credits :
Allah Ka Naam Le Lyrics In Hindi- Palay Khan :
Nach nach jhumke nach jhumke nach
Nangi talwar ho jhumke nach ya ali
Allah ka naam le himmat se kam le
Allah ka naam le himmat se kam le
Oye hoje kurban la le ji jaan
Dushman se intkam le
Allah ka naam le himmat se kam le
Allah ka naam le himmat se kam le
Hoje kurban la le ji jaan
Dushman se intkam le
Nach jhumke nach jhumke nach
Nangi talwar ho jhumke nach
Din hain ye id ka dilbar ki jeet ka
Din hain ye id ka dilbar ki jeet ka
Jo tere sath ahi daman ummid ka
Hatho se tham le allah ka naam le
Himmat se kam le allah ka naam le
Himmat se kam le
Hoje kurban la le ji jaan
Dushman se intkam le
Nach jhumke nach jhumke nach
Nangi talwar ho jhumke nach
Darna kis baat se marna kis baat se
Darna kis baat se marna kis baat se
O pine ka shok hain to gham ke hath se
Khusiyo ka zam le allah ka naam le
Himmat se kaam le allah ka naam le
Himmat se kaam le
Hoje kurban la le ji jaan
Dushman se intkam le
Kya intezaar hain dil bekarar hain
Kya intezaar hain dil bekarar hain
Main bhi taiyar hoon tu bhi taiyar hain
Mera salam le allah ka naam le
Himmat se kam le allah ka naam le
Himmat se kam le
Oye hoje kurban la le ji jaan
Dushman se intkam le
Dushman se intkam le
Arey dushman se intkam le.
Did you enjoy Allah Ka Naam Le song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Allah Ka Naam Le song please contact us.