Allahbad Me Paida Huyee Lyrics - Jaaneman (1976)(Lata Mangeshkar).
Allahbad Me Paida Huyee song Lyrics from album Jaaneman (1976).The song is sung by Lata Mangeshkar.
Lyrics of Allahbad Me Paida Huyee song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Laxmikant-Pyarelal.
The music video of Allahbad Me Paida Huyee's song is directed by Laxmikant-Pyarelal. Allahbad Me Paida Huyee Credits :
Allahbad Me Paida Huyee Lyrics In Hindi- Jaaneman (1976) :
Tohre gun gate gate, din bita rain aa chalee
Kab loge prabhu moree khabariya, der bahut ho chalee
Allahbad me paida huyee
Allahbad me paida huyee, mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee
Kaise aayee kaha aayee yeh jawanee mat puchho
Sharm aatee hai tauba yeh kahanee mat puchho
Ke ha shalimar ke bag me khilake banee phul yeh kalee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee
Kaha se yeh soj aaya kaha se saj maine sikhe
Arj kiya hai bade bade ustado se yeh andaj maine sikhe
Ke ha nayee puranee dilli kee tadpaker bhee mai chalee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee
Rab khuth na bulaye kadardan har jagah hain
Meharbano mere meharban har jagah hain
Toh rab khuth na bulaye kadardan har jagah hain
Ke ha lucknow ke rangin shehar me shama mai ban ke jalee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee
Allahbad me paida huyee, mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee
Did you enjoy Allahbad Me Paida Huyee song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Allahbad Me Paida Huyee song please contact us.