Bachpan Ki Haseen Lyrics - Johar In Bombay(Prabodh Chandra Dey -Manna Dey and Usha Mangeshkar).
Bachpan Ki Haseen song Lyrics from album Johar In Bombay.The song is sung by Prabodh Chandra Dey -Manna Dey and Usha Mangeshkar. Lyrics of Bachpan Ki Haseen song has written by Asad Bhopali and The music of this song is given by Usha Khanna. The music video of Bachpan Ki Haseen's song is directed by Usha Khanna.
Bachpan Ki Haseen Lyrics In Hindi- Johar In Bombay :
Bachpan ki haseen manzil se
Jab husn guzar ke aaye
Dil tanhayi mein dhadke
Sise se nazar sharmaye
Bachpan ki haseen manzil se
Jab husn guzar ke aaye
Dil tanhayi mein dhadke
Sise se nazar sharmaye
To husn batao kya kare
Wo husn
To husn batao kya kare
Wo husn
Jo husn rahe khwabo mein
Wo husn nazar aa jaaye
Aur ishq ki koi hasrat
Phir bhi na niklne paye
Jo husn rahe khwabo mein
Wo husn nazar aa jaaye
Aur ishq ki koi hasrat
Phir bhi na niklne paye
To ishq batao kya kare
Wo ishq
To ishq batao kya kare
Wo ishq
Jab kali khile gulsan mein
Bhavre ki nazar pad jaaye
Masum kali se har dam
Gale milne ko naam laye
Jab kali khile gulsan mein
Bhavre ki nazar pad jaaye
Masum kali se har dam
Gale milne ko naam laye
To kali batao kya kare
Wo kali
To kali batao kya kare
Wo kali
Jab khilti kali ki khusbu
Bhavre ko khich ke laye
Phir bhawra kali ko chume
Aur kaid wahi ho jaaye
Jab khilti kali ki khusbu
Bhavre ko khich ke laye
Phir bhawra kali ko chume
Aur kaid wahi ho jaaye
To bhawra batao kya kare
Wo bhawra
To bhawra batao kya kare
Wo bhawra
Jab shama jale mehfil mein
Aur udke patanga aaye
Jo aag hai uske dil mein
Us aag mein khud jal jaaye
Jab shama jale mehfil mein
Aur udke patanga aaye
Jo aag hai uske dil mein
Us aag mein khud jal jaaye
To shama batao kya kare
Wo shama
To shama batao kya kare
Wo shama
Jab shama ki lo thahrake
Awaaz de parvane ko
Is dil ki lagi ka mara
Kyu aaye na jal jaane ko
Jab shama ki lo thahrake
Aavaj de parvane ko
Is dil ki lagi ka mara
Kyu aaye na jal jaane ko
Parvana batao kya kare
Parvana
Parvana batao kya kare
Parvana.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in