Chand Varga Lyrics - Main, Meri Patni Aur Woh(Naeem Ajmeri -Naeem Shamim Ajmeri and Rajendra Shiv).
Chand Varga song Lyrics from album Main, Meri Patni Aur Woh.The song is sung by Naeem Ajmeri -Naeem Shamim Ajmeri and Rajendra Shiv. Lyrics of Chand Varga song has written by Rocky Khanna and The music of this song is given by Rajendra Shiv. The music video of Chand Varga's song is directed by Rajendra Shiv.
Chand Varga Lyrics In Hindi- Main, Meri Patni Aur Woh :
Ye kismat hai ye chij kya hai
Bhujta dhua jalta diya
Ya din ko palata dhua rat ka
Nasha hai nasha nasha hai nasha
Ye jal jata hai rat ban kar
Ye jal jata hai rat ban kar
Ya bhujte huye din ka
Shama hai shama shama hai shama
Chand varga tujhko khuda
Kya kahe tu haqnuma
Chand varga tujhko khuda
Kya kahe tu haqnuma
Kuchh tum bhi shila ko chahoge
Mere halat se kya paoge
Kuchh tum bhi shila ko chahoge
Mere halat se kya paoge
Tu khush rahna in sazo se nikle yahi dua
Chand varga tujhko khuda
Kya kahe tu haqnuma
Vapas ke kinaro se ab kuchh bhi nahi hasil
Hurkat ki panho mein roshan si hai manzil
Vapas ke kinaro se ab kuchh bhi nahi hasil
Hurkat ki panho mein roshan si hai manzil
Bhige naina is tufa mein
Ab na chaina is saza mein
Ab na samjhe abkharo se jalti nahi shama
Ye kismat hai ye chij kya hai
Bhujta dhua jalta diya
Ya din ko palata dhua rat ka
Nasha hai nasha nasha hai nasha
Wo rahe mohabbat ki humse na huyi aashiq
Ek huke aaho mein tujhko to mile manzil
Wo rahe mohabbat ki humse na huyi aashiq
Ek huke aaho mein tujhko to mile manzil
Tu khush rahna is jaha mein
Kuchh na sahna is jaha mein
Mang le kuchh bhi is duniya
Se jo hai teri raza
Chand varga tujhko khuda
Kya kahe tu haqnuma
Kuchh tum bhi shila ko chahoge
Mere halat se kya paoge
Kuchh tum bhi shila ko chahoge
Mere halat se kya paoge
Tu khush rahna in sazo se nikle yahi dua
Chand varga tujhko khuda
Kya kahe tu haqnuma
Ye kismat hai ye chij kya hai
Bhujta dhua jalta diya
Ya din ko palata dhua rat ka
Nasha hai nasha nasha hai nasha.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in