Chhanno Lyrics - Gali Gali Chor Hai(Mamta Sharma).
Chhanno song Lyrics from album Gali Gali Chor Hai.The song is sung by Mamta Sharma. Lyrics of Chhanno song has written by Rahat Indori and The music of this song is given by Anu Malik. The music video of Chhanno's song is directed by Anu Malik.
Aye channo
Aye channo saali item bomb
Aye channo kare dil ding dong
Channo ki aankhien bijli bijli
Channo ki kamariya patli patli
Haath naa aaye saali titli titli
Desi ghee yeh asli asli
Aye channo
Mehngi hui hai angdaayi
Mehngi hui hai angdaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Mehngi hui hai angdaayi
Jabse channo hai
Khidki pe aayi
Launde sadak ke
Phokat mein dekhe
Channo ki aanch se
Aankhein yeh sekein
Channo ki aanch se
Aankhein yeh sekein
Thulle ne haye thulle ne
Thulle ne kar di kutaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Mehngi hui hai angadaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Channo hai angaara
Angeedi sulga lo
Channo hai rabri tum
Ungli se chatwalo
Hai hai hai
Channo hai angaara
Angeedi sulga lo
Channo hai rabri
Tum ungli se chatwalo
Channo ke chalne mein
Rukne mein jhatka tha
Halwai besan ke
Laddo pe atka tha
Doodh se doodh se haye
Doodh se udh gayi malai
Jabse channo hai khidki pe aayi
Mehngi hui hai angadaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Hey channo
Kuch aisi hai thaat
Aankhon se pila de
Bann jaaun tera daas
Up mein lafda
Channo se channo se
Mp mein danga
Channo se channo se
Jeena hua haram
Channo se channo se
Ho jaaye chakka jaam
Channo se channo se channo
Hey channo
Oh yeah oh yes
Channo ki choli mein
Bomb item bomb hai
Channo heroine se
Bolo kya kum hai
Channo ki choli mein
Bomb item bomb hai
Channo heroine se
Bolo kya kum hai
Sallu ke dolon pe
Channo yeh marti hai
Aamir ki puppy ke
Liye wish karti hai
Khud malamaal hai
Par maal ki deewani hai
Khud malamaal hai
Par maal ki deewani hai
Channo ko padh lo
Tum open kahani hai
Bichne lagi haye
Bichne lagi haye
Bichne lagi kyun re chatayi
Jabse channo
Hai khidki pe aaye
Mehngi hui hai angadaayi
Jabse channo
Hai khidki pe aayi
Launde sadak ke
Phokat mein dekhe
Channo ki aanch se
Aankhein yeh sekein
Channo ki aanch se
Aankhein yeh sekein
Thulle ne kar di kutaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Doodh se udh gayi malai
Jabse channo hai khidki pe aayi
Bichne lagi kyun re chatayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Bhool gaye tailor silaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Mehngi hui hai angadaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in