Dekho Dekho Gadbad Ghotala song Lyrics from album Sangram.The song is sung by Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra and Shamshad Begum. Lyrics of Dekho Dekho Gadbad Ghotala song has written by Brajendra Gaud and The music of this song is given by Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra. The music video of Dekho Dekho Gadbad Ghotala's song is directed by Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra.
Dekho Dekho Gadbad Ghotala Lyrics In Hindi- Sangram :
Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Kya kala ho kala ho kala ho kala
Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Wo pardesi aur wo maklin
Chhup chhup kar kyon
Milte hain pal chhinn
Wo pardesi aur wo maklin
Chhup chhup kar kyon
Milte hain pal chhinn
Nazar nazar se milti hai jab
Dil ki kali yun khilti hai tab
Ek chaabi se khul jaata hai
Nau kamron ka taala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Wo boli wo boli
Kya mat jaa bedardi
Wo bola wo bola bhai teri marzi
Na pagdi diya na kiraaya
Na pagdi diya na kiraaya
Muft mein dil ka bangla paaya
Muft mein dil ka bangla paaya
Aankhon ki chauki se ghus kar
Dil mein dera daala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Sun sun maina kehta hai totaa
Hua ye wahi jo hai hota
Hua ye wahi jo hai hota
Unki baat un par hi chhodo
Unki baat un par hi chhodo
Ab tum humse naata jodo
Ishq mein humko yun na sataao
Ishq mein humko yun na sataao
Jaao jaao jaao jaao jaao
Haaye re haaye
Re haaye re haaye re haaye
Tere nakhre mein garam masaala
Ho tere nakhre mein garam masaala
Ho tere ho tere
Ho tere nakhre mein garam masaala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala
Dekho dekho gadbad ghotala
Dekho dekho gadbad ghotala
Daal mein hai kuchh kala
Hoye daal mein hai kuchh kala.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in