Dekhte Dekhte Lyrics - Batti Gul Meter Chalu(Atif Aslam).
Dekhte Dekhte song Lyrics from album Batti Gul Meter Chalu.The song is sung by Atif Aslam. Lyrics of Dekhte Dekhte song has written by Manoj Muntashir and Nusrat Fateh Ali Khan and The music of this song is given by Nusrat Fateh Ali Khan. The music video of Dekhte Dekhte's song is directed by Nusrat Fateh Ali Khan.
Dekhte Dekhte Lyrics In Hindi- Batti Gul Meter Chalu :
Rajj ke rulaaya
Rajj ke hansaya
Maine dil kho ke ishq kamaya
Maanga jo usne ek sitara
Humne zameen pe chaand bulaya
Jo aankhon se.. haaye
Wo jo aankhon se ik pal na ojhal huve
Wo jo aankhon se ik pal na ojhal huve
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon…
Sochta hoon ke woh kitne masoom thay
Sochta hoon ke woh kitne masoom thay
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masoom the
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke wo kitne masoom thay
Sochta hoon ke wo kitne masoom thay
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Woh jo kahte the bichdenge na hum kabhi
Woh jo kahte the bichdenge na hum kabhi
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon…
Ek main ek woh, aur shaamein kayi
Chaand roshan thay tab aasmaan mein kayi
Ek main ek woh, aur shaamein kayi
Chaand roshan the tab aasmaan mein kayi
Yaariyon ka wo dariya utar bhi gaya
Aur haathon mein bas ret hi reh gayi
Koi puche ke.. haaye
Koi puche ke humse khata kya hui
Kyun khafa ho gaye dekhte dekhte
Aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
Aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Woh hawa ho gaye.. haaye…
Oh ho ho…
Oh ho ho…
Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Lapata ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Jeene marne ki hum the wajah aur hum hi
Jeene marne ki hum the wajah aur hum hi
Bewajah ho gaye dekhte dekhte…
Sochta hoon…
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye.. oh ho ho…
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in