Dhadak Dhadak Lyrics - Delhi Safari(Raghubir Yadav and Shankar Mahadevan).
Dhadak Dhadak song Lyrics from album Delhi Safari.The song is sung by Raghubir Yadav and Shankar Mahadevan. Lyrics of Dhadak Dhadak song has written by Sameer and The music of this song is given by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa and Shankar Mahadevan. The music video of Dhadak Dhadak's song is directed by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa and Shankar Mahadevan.
Dhadak dhadak dhadak dhadak
Dhadak dhadak dhadak dhadak
Aao yaaro aao tumko raah batu delhi ki
Aao yaaro aao tumko raah batu delhi ki
Jaao yaha se sidha jaao
Himmat rakho mat ghbharao
Hariyali ka dera hoga
Jungal yaha ghanera hoga
Nai bhai nai nai bhai nai
Nai bhai nai nai bhai nai
Nai bhai nai nai bhai nai
Nai bhai nai nai bhai nai
Hare bhare is jangal ki
Insaano ne maari red
Kaat diya saare jungle ko
Chhod diya ek suka paid
Waha se phir tum aage jaana
Hua jo uspe na ghabharana
Behati hui leharo ka jaha
Milegi tumko nadi jaha
Nai bhai nai nai bhai nai
Nai bhai nai nai bhai nai
Nai bhai nai nai bhai nai
Nai bhai nai nai bhai nai
Nadi jaha kal behati thi
Aaj waha par naala hai
Mat puchho insano ne
Kyaa haal uska kar dala hai
Thodi doori tum tay karna
Bus insano se tum darna
Kheto ki duniya sun saan
Waha pe hoga registaan
Nai bhai nai nai bhai nai
Nai bhai nai nai bhai nai
Nai bhai nai nai bhai nai
Nai bhai nai nai bhai nai
Kho gayi banjaro ki
Toli rahena woh mastane jil
Kheto ki woh mastani til
Ho gayi highway main tabdil
Sab ki duwa rang laayegi
Sansad waha se dekh jaayegi
Sansad main khamosh
Naa rehana insano se bas ye kehana
Suno suno waisi insano
Suno suno waisi insano
Ab to iska kehana maano
Kudarat ye kehati hai har dum
Humse tum aur tum se hum
Hum ko agar mitao ge to
Khud bhi mit jaaoge
Hum ko agar mitao ge to
Khud bhi mit jaaoge
Hum ko agar mitao ge to
Khud bhi mit jaaoge
Hum ko agar mitao ge to
Khud bhi mit jaaoge.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in