Dil Yahin Kahin Kho Gaya Lyrics - Dulaara(Alka Yagnik and Kumar Sanu).
Dil Yahin Kahin Kho Gaya song Lyrics from album Dulaara.The song is sung by Alka Yagnik and Kumar Sanu.
Lyrics of Dil Yahin Kahin Kho Gaya song has written by Rani Malik and The music of this song is given by Nikhil and Vinay.
The music video of Dil Yahin Kahin Kho Gaya's song is directed by Nikhil and Vinay. Dil Yahin Kahin Kho Gaya Credits :
Singer : | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
Lyricist : | Rani Malik |
Music : | Nikhil, Vinay |
Director : | Nikhil, Vinay |
Cast : | Govinda, Karisma Kapoor, Farida Jalal, Dalip Tahil, Javed Khan, Tej Sapru, Avtar Gill, Ranjeet 1, Rakesh Bedi, Gulshan Grover, Satyajit Puri, Vikas Anand, Aparajita, Ghanshyam, Guddi Maruti, Mac Mohan, Yunus Parvez, Rajesh Puri, Amrit Patel |
Music Label : | Tips Music |
Dil Yahin Kahin Kho Gaya Lyrics In Hindi- Dulaara :
Dil yahin kahin kho
Gaya hai mera
Dil yahin kahin kho
Gaya hai mera
Ke tune liya hoga
Ke tune liya hoga
Maine churaya
Nahi hai tera dil
Ye ilzam tum na lagana
Maine churaya
Nahi hai tera dil
Ye ilzam tum na lagana
Ke tune diya hoga
Ke tune diya hoga
Dil yahin kahin kho
Gaya hai mera
Mohabbat ka paygam deti hai
Aankhe tumhari
Karib aake badhne lagi
Aur bhi bekarari
Meri band palko pe
Tune labo ko jhukaya
Jawa hasrato me ye
Jadu sa kaisa hai chaya
Kaliyo ka ye gaav
Khusbu ke mele
Yaha pyar hi pyar hai na
Maine churaya nahi hai tera dil
Ye ilzam tum na lagana
Ke tune diya hoga
Ke tune diya hoga
Dil yahin kahin kho
Gaya hai mera
Mere liye rab ne
Tumko jami pe utara
Likha aasma pe sitaro
Ne rishta hamara
Khwabo khyalo
Me dil ke ujalo me
Tu hai
Bechain thi jisko khatir
Tu wo aarzu hai
Na ab dur jana banake bahana
Tu madhosh mujhko bana kar
Dil yahin kahin kho
Gaya hai mera
Dil yahin kahin kho
Gaya hai mera
Ke tune liya hoga
Ke tune liya hoga.
Did you enjoy Dil Yahin Kahin Kho Gaya song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Dil Yahin Kahin Kho Gaya song please contact us.