Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye Lyrics - Nadiya Ke Paar (1948)(Mohammad Rafi and Shamshad Begum).
Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye song Lyrics from album Nadiya Ke Paar (1948).The song is sung by Mohammad Rafi and Shamshad Begum.
Lyrics of Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye song has written by Moti B. A. and The music of this song is given by C Ramchandra.
The music video of Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye's song is directed by C Ramchandra. Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye Credits :
Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye Lyrics In Hindi- Nadiya Ke Paar (1948) :
Nanhi si jaan mein hai jawaani ka sitam kyun
Rag rag mein nasha aur nashe mein hai dard kyun
Aap kahe koyi nashe mein hai dard kyun
Yeh iss liye ki jindagi mein pyaar kiya jaaye
Do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye
Haan....
Do dil jab ek hote hain, tab dobane hai kyun
Milane ki tamanna hai magar, milate nahi hai kyun
Hum bhi toh sune kyun nahi milate
Yeh iss liye ke dil pe dil nisaar kiya jaaye
Do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye
Haan....
Aankhon se aankh mil gayi, phir bhi na chain kyun
Haan pehchaan ho gayi hai magar bebasi hai kyun
Haan bhaai phir yeh bebasi kyun
Yeh iss liye ke ishq ka ijhhaar kiya jaaye
Do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye
Haan....
Inn mast nigaahon mein pareshaaniya hai kyun
Betaab dilon mein yuun jawaaniyaa hai kyun
Gehana toh yeh phir kyun
Yeh iss liye ke abb na intjaar kiya jaaye
Do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye
Did you enjoy Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye song please contact us.