Dusro Ka Dukhda Door Karnewale Lyrics - Dusshera(Ramchandra Baryanji Dwivedi -Kavi Pradeep).
Dusro Ka Dukhda Door Karnewale song Lyrics from album Dusshera.The song is sung by Ramchandra Baryanji Dwivedi -Kavi Pradeep. Lyrics of Dusro Ka Dukhda Door Karnewale song has written by Ramchandra Baryanji Dwivedi -Kavi Pradeep and The music of this song is given by Datta Naik. The music video of Dusro Ka Dukhda Door Karnewale's song is directed by Datta Naik.
Dusro Ka Dukhda Door Karnewale Lyrics In Hindi- Dusshera :
Dusro ka dukhda dur karnewale
Tere dukh dur karenge ram
Dusro ka dukhda dur karnewale
Tere dukh dur karenge ram
Kiye ja tu jag me bhalai ka kam
Tere dukh dur karenge ram
Sat ka hai path ye dharam ka marg
Sambhal sambhal kar chalna prani
Pag pag par yaha re kasauti
Kadam kadam par kurbani
Magar tu dawa dol na hona
Teri sab peed harenge ram
Dusro ka dukhda dur karne wale
Tera dukh dur karenge ram
Kiye ja tu jag me bhalai ka kam
Tere dukh dur karenge ram
Kya tune paya kya tune khoya
Kya tera labh hai kya hani
Iksa hisab karega wo ishwar
Tu kyu fikar kare re prani
Tu bas apna kam kiye ja
Tera bhandar bharenge ram
Dusro ka dukhda dur karne wale
Tera dukh dur karenge ram
Kiye ja tu jag me bhalai ka kam
Tere dukh dur karenge ram
Poch le tu apne aasu tamam
Tere dukh dur karenge ram
Tere dukh dur karenge ram
Kiye ja tu jag me bhalai ka kam
Tere dukh dur karenge ram.
Dusro Ka Dukhda Door Karnewale Youtube Video Song :
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in