Eid Ka Din Hai Lyrics - Deedar-E-Yaar(Asha Bhosle and Mohammed Rafi).
Eid Ka Din Hai song Lyrics from album Deedar-E-Yaar.The song is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.
Lyrics of Eid Ka Din Hai song has written by Kaifi Azmi and Sahir Ludhianvi and The music of this song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal.
The music video of Eid Ka Din Hai's song is directed by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal. Eid Ka Din Hai Lyrics In Hindi- Deedar-E-Yaar :
Id ka din hai id ka
Din hai id ka din hai
Gale aaj toh mil le jaalim
Rasme duniya bhi hai
Mauka bhi hai dastoor bhi hai
Rasme duniya bhi hai
Mauka bhi hai dastoor bhi hai
Ishq iss tarah ke
Gustaakh takaaje na kare
Husn majdur bhi majbur
Bhi magroor bhi hai
Husn majdur bhi majbur
Bhi magroor bhi hai
Gurur e husn ke sadake
Mohabbat yun nahi karate
Gurur e husn ke sadake
Mohabbat yun nahi karate
Gurur e husn ke sadake
Gurur e husn ke sadake
Mohabbat yun nahi karate
Nahi karate haan nahi karate
Bhari mehfil mein jaahir
Bhari mehfil mein jaahir
Dil ki vehshat yun nahi karate
Bhari mehfil mein jaahir
Bhari mehfil mein jaahir
Dil ki vehshat yun nahi karate
Nahi karate haan nahi karate
Gurur e husn ke sadake
Mohabbat yun nahi karate
Bhari mehfil mein jaahir
Dil ki vehshat yun nahi karate
Yeh maana yeh maana
Yeh maana tum haseen ho
Aur tumhe haq hai sharaarat ka
Yeh maana tum haseen ho
Aur tumhe har hai sharaarat ka
Ha sharaarat ka ha ha sharaarat ka
Kisi ki jaan pe ban jaaye
Kisi ki jaan pe ban jaaye
Sharaarat yun nahi karate
Kisi ki jaan pe ban jaaye
Sharaarat yun nahi karate
Jise tum husn kehate ho
Kehate ho o o o o aa aa aa
Jise tum husn kehate ho
Jise tum husn kehate ho
Jise tum husn kehate ho
Woh kaaba hai nigaahon ka
Ha nigaahon ka ha ha nigaahon ka
Adab laajim hai laajim hai
Adab laajim hai kaabe ki
Jiyaarat yun nahi karate
Adab laajim hai kaabe ki
Jiyaarat yun nahi karate
Aa aa aa aa
Kuchh apane husn ki
Khairaat de do hum fakiron ko
Hum fakiron ko hum fakiron ko
Kisi saahil ko apane dar se
Kisi saahil ko apane dar se
Rukhsat yun nahi karate
Kisi saahil ko apane dar se
Rukhsat yun nahi karate
Haya aur sharm ko hum
Haya aur sharm ko hum
Husn ka jewar samjhate hai
Haya aur sharm ko hum
Husn ka jewar samjhate hai
Jewar samjhate hai samjhate hai
Yeh jewar lutake reh jaaye
Yeh jewar lutake reh jaaye
Jakhavat yun nahi karate
Yeh jewar lutake reh jaaye
Jakhavat yun nahi karate
Tumhaari ik najar par
Faisala hai jindagaani ka
Tumhaari ik najar par
Faisala hai jindagaani ka
Jindagaani ka jindagaani ka
Masiha hoke bimaaron se
Masiha hoke bimaaron se
Gaflat yun nahi karate
Masiha hoke bimaaron
Se gaflat yun nahi karate
Masiha aur hum ha ha ha ha
Masiha aur hum inn kufrr
Ki baaton se baaj aao o o o
Masiha aur hum inn kufrr
Ki baaton se baaj aao o o o
Baaj aao
Khuda ko chhodkar but ki
Khuda ko chhodkar but ki
Ibaadat yun nahi karate
Khuda ko chhodkar but ki
Ibaadat yun nahi karate
Aapne jo kahaan
Woh thik sahi mera
Kehana bhi kuchh bura toh nahi
Ke id ka din hai gale
Aaj toh mil le jaalim
Rasme duniya bhi hai mauka
Bhi hai dastoor bhi hai
Rasme duniya bhi hai mauka
Bhi hai dastoor bhi hai
Rasme duniya bhi hai mauka
Bhi hai dastoor bhi hai
Rasme duniya bhi hai mauka
Bhi hai dastoor bhi hai.
Did you enjoy Eid Ka Din Hai song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Eid Ka Din Hai song please contact us.