Ek Swarg Hain Lyrics - Amba(Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manhar Udhas, Mohammed Aziz and Suresh Wadkar).
Ek Swarg Hain song Lyrics from album Amba.The song is sung by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manhar Udhas, Mohammed Aziz and Suresh Wadkar. Lyrics of Ek Swarg Hain song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal. The music video of Ek Swarg Hain's song is directed by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal.
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Aasma ke swarg se
Sundar swarg ye hamara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Aasma ke swarg se
Sundar swarg ye hamara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Oo ho ye sari duniya kahati hain
Is ghar mein amba rahti hain
Is ghar mein amba rahti hain
Mat samjho ek makan hain ye
Devi ma ka vardan hain ye
Is baat ka sabko dhyan rahe
Is dharti unchi shan rahe
Humko ma tera kahana
Jan se bhi pyara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Meri aisi bahu aise bache
Sanjog hain mere kitne achhe
Sanjog hain mere kitne achhe
Ma tu hum sabki mata hain
Tujhe kon jiyada bhata hain
Is ghar ki shan hain tum sabse
Meri jaan mein jaan hain tum sabse
Koi dil ka hai tukada
Koi aankh ka tara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Sapno ke dip jalo
Aao pyar ki jyot jagao
Aisi hai ye pyar ki jyoti
Jo kabhi bhi kam na hoti
Oo ho ye rat hai dipo wali
Mana hain aaj diwali
Mata teri mamta ka
Ye sara ujiyara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hai
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Ho din aaya bada ye rangila
Din aaya bada ye rangila
Rang bikhar gaya nila pila
Ho mat chhed ha mat chhed
Qayamat kar dugi
Teri ma se shikayat kar dugi
Teri ma se shikayat kar dugi
Tohar ye logo holi ka
Ya khel hai aankh micholi ka
Pakaduga main pichhe doaduga
Bhabhi tujhe rang ke chhoduga
Ankhiya kaha hain devar ji
Kaha ye ishara hain
Ankhiya kaha hain devar ji
Kaha ye ishara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Aasma ke swarg se
Sundar swarg ye hamara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in