Gham Ko Dil Se Lyrics - Koi Kisi Se Kum Nahin(Anand Raj Anand, Kavita Krishnamurthy and Vinod Rathod).
Gham Ko Dil Se song Lyrics from album Koi Kisi Se Kum Nahin.The song is sung by Anand Raj Anand, Kavita Krishnamurthy and Vinod Rathod. Lyrics of Gham Ko Dil Se song has written by Anand Raj Anand and The music of this song is given by Anand Raj Anand. The music video of Gham Ko Dil Se's song is directed by Anand Raj Anand.
Gham Ko Dil Se Lyrics In Hindi- Koi Kisi Se Kum Nahin :
Ha gham ko dil se
Kya lagana
Kuchh to samjho
Samjho kuchh to
Sab hasaye milke tumko
Ab to has do has do ab to
Kismat ke fasle pe
Kab kiska jor hai
Uljhe to samjhe bhi
Ye jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo
Ghamba jhume rakh do
Rakh do ab to
Gham ko dil se
Kya lagana
Kuchh to samjho
Samjho kuchh to
Chup hotho pe aankhe bhigi
Ye to koi baat nahi
Hasne aur hasane se
Badke koi saugat nahi
Are chup hotho pe aankhe bhigi
Ye to koi bat nahi
Hasne or hasane se
Badke koi saugat nahi
Jara batao humko kab
Chehre se udasi jayegi
Kon safal hoga
Hotho pe hansi jab aayegi
Kismat ke fasle pe
Kab kiska jor hai
Uljhe to samjhe bhi
Ye jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo
Ghamba jhume rakh do
Rakh do ab to
Gham ko dil se
Kya lagana
Kuchh to samjho
Samjho kuchh to
Girke uthna uthke chalna
Jivan ka dastur hai
Chehre pe udasi rakhna
Kab kisko manjur hai
Girke uthna uthke chalna
Jivan ka dastur hai
Chehre pe udasi rakhna
Kab kisko manjur hai
Kabhi kabhi lekin jab
Koi bat purani yaad aaye
Aansu banke moti khud hi
Palko pe aa jaye
Kismat ke fasle pe
Kab kiska jor hai
Uljhe to samjhe bhi
Ye jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo
Ghamba jhume
Kismat ke fasle pe
Kab kiska jor hai
Uljhe to samjhe bhi
Ye jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo
Ghamba jhume rakh do
Rakh do ab to
Gham ko dil se
Kya lagana
Kuchh to samjho
Samjho kuchh to
Kismat ke fasle pe
Kab kiska jor hai
Uljhe to samjhe bhi
Ye jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo
Ghamba jhume rakh do
Rakh do ab to
Gham ko dil se
Kya lagana
Kuchh to samjho
Samjho kuchh to.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in