Girgit Ki Tarah Hai Lyrics - Sangeeta(Lata Mangeshkar and Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra).
Girgit Ki Tarah Hai song Lyrics from album Sangeeta.The song is sung by Lata Mangeshkar and Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra. Lyrics of Girgit Ki Tarah Hai song has written by Pyarelal Santoshi and The music of this song is given by Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra. The music video of Girgit Ki Tarah Hai's song is directed by Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra.
Girgit ki tarah hai rang badalte
Fashion wale babu
Girgit ki tarah hai rang badalte
Fashion wale babu
Girgit ki tarah hai rang badalte
Fashion wale babu
Muh pe chune ki safedi
Tan pe kala sut hai
Taayi aayi hai kahi se to
Kisi ka but hai
Jeb mein damadi nahi
Aur baate karte laakh ki
Muft ki sigaret pite
Shaan hai yeh aap ki
Aur matak matak kar chalte hai
Fashion wale baabu
Girgit ki tarah hai rang badalte
Fashion wale babu
Achhi surat koi dekhi
Chat se aashiq ho gaye
Keh diya bas tum hamare
Hum tumhare ho gaye
Inki baato ka nahi sahib
Mujhko koi aitbaar
Inki baato ka nahi sahib
Mujhko koi aitbaar
Yeh kapdo ki tarah badalte
Mashuq bhi din mein tin baar
Yeh kapdo ki tarah badalte
Mashuq bhi din mein tin baar
Har nayi shakl par machalte hai
Yeh fashion wale baabu
Har nayi shakl par machalte hai
Yeh faishan waale baabu
Girgit ki tarah hai rang badalte
Fashion wale babu
Bholi bhaali surat wale
Hote hai sab bewafa
Inse jo ulfat kare
Ho jaaye duniya se safa
Aiso se hi karke ulfat
Baad mein pachhatate hai
Rag gulaabi dekh ke yeh
Tere saye mar jaate hai
Reh reh ke haath phir malte hai
Yeh fashion wale baabu
Reh reh ke haath phir malte hai
Yeh fashion wale baabu
Girgit ki tarah hai rang badalte
Fashion wale babu.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in