Gori Chori Chori song Lyrics from album Aflatoon.The song is sung by Alisha Chinai. Lyrics of Gori Chori Chori song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Dilip Sen and Sameer Sen. The music video of Gori Chori Chori's song is directed by Dilip Sen and Sameer Sen.
Gori chori chori kaha jaye bata
Tera taka bhida hamko hai pata
Kaise aankh ladi kaise baat badhi
Kaise chua tujhe kuch hua tujhe
Hamko na banana re
Hamse na chupana re
Gori chori chori mera dil gaya
Meri nind gayi mera chain gaya
Kaha din dhala kab rat hui
Mujhe hosh na tha jab baat hui
Haye main kya batau re
Haye kya chupau re
Mathe ki bindiya ye kano ki bali
Sanam ko bahut aa gayi
Sajan se milke ghadi do ghadi mai
Dekho chali aa gayi
Mathe ki bindiya ye kano ki bali
Sanam ko bahut aa gayi
Sajan se milke ghadi do ghadi mai
Dekho chali aa gayi
Kaha bali gayi kaha lali gayi
Tere mathe pe wo bindiya bhi nahi
Gajra bhi gaya kajra bhi gaya
Bal kyu bikhre gal mehandi bhare
Haye main kya batau re
Haye kya chupau re
Hai bat us din ki jab wo bulaye
Mai kamre mein unke gayi
Yu hi hawa se kiwadiya lage
Or khidki bhi band ho gayi
Hai bat us din ki jab wo bulaye
Mai kamre mein unke gayi
Yu hi hawa se kiwadiya lage
Or khidki bhi band ho gayi
Ari ye bata waha kya kya hua
Ari bol jara waha kya na hua
Tera dil waha atka to nahi
Tera man kahi fadka to nahi
Haye main kya batau re
Haye kya chupau re
Gori chori chori kaha jaye bata
Tera taka bhida hamko hai pata
Kaise aankh ladi kaise bat badhi
Kaise chua tujhe kuch hua tujhe
Hamko na banana re
Hamse na chupana re
Gori chori chori mera dil gaya
Meri neend gayi mera chain gaya
Kaha din dhala kab rat hui
Mujhe hosh na tha jab bat hui
Haye main kya batau re
Haye kya chupau re.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in