Hum Hai Awara Lyrics - Awara Abdulla(Geeta Ghosh Roy Chowdhuri -Geeta Dutt and Mohammed Rafi).
Hum Hai Awara song Lyrics from album Awara Abdulla.The song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri -Geeta Dutt and Mohammed Rafi. Lyrics of Hum Hai Awara song has written by Asad Bhopali and The music of this song is given by Datta Naik. The music video of Hum Hai Awara's song is directed by Datta Naik.
Hum hai awara to kya hai
Dil to duniya se juda hai
Hum use pyar karenge
Jo hame pyar karega
Gule gulzar wai wai
Ho dile dildar wai wai
Yar wai wai yar wai wai yar wai wai
Kyu gale padte ho jao
Hampe mat rang jamao
Koi deewana hi hoga jo
Tumhe pyar karega
Gule gulzar wai wai
Ho dile dildar wai wai
Yar wai wai yar wai wai yar wai wai
Kyu gale padte ho jao
Hampe mat rang jamao
Koi deewana hi hoga
Jo tumhe pyar karega
Gule gulzar wai wai
Ho dile dildar wai wai
Yar wai wai yar wai wai yar wai wai
Hamme kya tumne kami payi batao to sahi
Hamme kya tumne kami payi batao to sahi
Hampe kyu tumko hasi aayi batao to sahi
Hampe kyu tumko hasi aayi batao to sahi
Chahne walo se nafrat are tauba tauba
Dosto se ye adawat are tauba tauba
Hosh mein aao abhi tum hame pahchane nahi
Hosh mein aao abhi tum hame pahchane nahi
Hum mohabbat ke talabgar hai deewane nahi
Hum hai awaara to kya hai
Dil to duniya se juda hai
Hum use pyar karenge jo hame pyar karega
Gule gulzar wai wai
Ho dile dildar wai wai
Yar wai wai yar wai wai yar wai wai
Matlab ki baat karo hamse ulajhte kya ho
Matlab ki baat karo hamse ulajhte kya ho
Hum bhi kuch kam nahi
Tum khud ko samajhte kya ho
Hum bhi kuch kam nahi
Tum khud ko samajhte kya ho
Is jawani pe na itrao khuda se to daro
Is jawani pe na itrao khuda se to daro
Chalo rahne bhi do nadani ki batein karo
Chalo rahne bhi do nadani ki batein karo
Husn pe naaz hame tumko jawani pe garur
Husn pe naaz hame tumko jawani pe garur
Samne aao abhi faisla ho jaye huzur
Kyu gale padte ho jao hampe mat rang jamao
Koi deewana hi hoga jo tumhe pyar karega
Gule gulzar wai wai
Ho dile dildar wai wai
Yar wai wai yar wai wai yar wai wai
Hum jawa mard hai tufano se takrate hai
Hum jawa mard hai tufano se takrate hai
Husn walo ki najakat pe taras khate hai
Husn walo ki najakat pe taras khate hai
Aandhiya samne aate hue sharmati hai
Aandhiya samne aate hue sharmati hai
Bijliya aankh milate hue ghabrati hai
Bijliya aankh milate hue ghabrati hai
Kisi taqat kisi kuawat se nahi darte hai
Kisi taqat kisi kuawat se nahi darte hai
Jaan par khel kar oro ki madad karte hai
Ab bhi man jao
Hum hai awara to kya hai
Dil to duniya se juda hai
Hum use pyar karenge jo hame pyar karega
Gule gulzar wai wai
Ho dile dildar wai wai
Yar wai wai yar wai wai yar wai wai
Kya khabar tumko ye duniya hai hamare dam se
Kya khabar tumko ye duniya hai hamare dam se
Jis taraf dekho ujala hai hamare dam se
Jis taraf dekho ujala hai hamare dam se
Hum najar bhar ke jise dekh le deewana bane
Hum najar bhar ke jise dekh le deewana bane
Hum jidhar aankh uthaye wahi maykhana bane
Hum jidhar aankh uthaye wahi maykhana bane
Apni aawaz mein sholo ka asar rakhte hai
Apni aawaz mein sholo ka asar rakhte hai
Jism najuk sahi patthar sa jigar rakhte hai
Kyu gale padte ho jao hampe mat rang jamao
Koi deewana hi hoga jo tumhe pyar karega
Gule gulzar wai wai
Ho dile dildar wai wai
Yar wai wai yar wai wai yar wai wai
Dekho yu baat badhane se natija kya hai
Dekho yu baat badhane se natija kya hai
Ek mohabbat ke siwa duniya mein rakha kya hai
Ek mohabbat ke siwa duniya mein rakha kya hai
Dil hai sine mein to us dil mein mohabbat hogi
Dil hai sine mein to us dil mein mohabbat hogi
Ek din tumko hamari bhi jarurat hogi
Ek din tumko hamari bhi jarurat hogi
Hum nahi aise kisi bat mein aane wale
Hum nahi aise kisi bat mein aane wale
Tum bade aaye hame pyar sikhane wale
Kyu gale padte ho jao hampe mat rang jamao
Koi deewana hi hoga jo tumhe pyar karega
Gule gulzar wai wai
Ho dile dildar wai wai
Yar wai wai yar wai wai yar wai wai
Hum hai awara to kya hai
Dil to duniya se juda hai
Hum use pyar karenge jo hame pyar karega
Gule gulzar wai wai
Ho dile dildar wai wai
Yar wai wai yar wai wai yar wai wai.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in