Hum Nahi Dukh Se Ghabhrayenge Lyrics - Jeena Yahan(K. J. Yesudas -Kattassery Joseph Yesudas and Lata Mangeshkar).
Hum Nahi Dukh Se Ghabhrayenge song Lyrics from album Jeena Yahan.The song is sung by K. J. Yesudas -Kattassery Joseph Yesudas and Lata Mangeshkar. Lyrics of Hum Nahi Dukh Se Ghabhrayenge song has written by Yogesh Gaud and The music of this song is given by Salil Chowdhury. The music video of Hum Nahi Dukh Se Ghabhrayenge's song is directed by Salil Chowdhury.
Hum Nahi Dukh Se Ghabhrayenge Lyrics In Hindi- Jeena Yahan :
Hum nahi dukh se ghabhrayenge
Hum nahi dukh se ghabhrayenge
Hai nahi sukh zara sa
Charo taraf hai nirasha
Hai nahi sukh zara sa
Charo taraf hai nirasha
Phir bhi chodenge na aasha
Har dum muskurayenge
Hum nahi dukh se ghabhrayenge
Tutte sajte rahe har ghadi
Chubte rahe shisho jaise sapne mere
Tutte sajte rahe har ghadi
Chubte rahe shisho jaise sapne mere
Inhi sapno ke liye hum andhero mein jiye
Inhi sapno ke liye hum andhero mein jiye
Ab midoke diye bankar jagmagayenge
Hum nahi dukh se ghabhrayenge
Hausle dil mein hamare hai jawa
Paav rakh denge jaha
Manzile hongi waha
Hausle dil mein hamare hai jawa
Paav rakh denge jaha
Manzile hongi waha
Humne khayi hai kasam
Ab na rokenge kadam
Humne khayi hai kasam
Ab na rokenge kadam
Dena yaha apna dharam
Haskar jiye gayenge
Hum nahi dukh se ghabhrayenge
Kyun rahe man mein ghutan
Kyun ho jivan mein jalan
Chhalke kyun ye aankhir nayan
Kyun rahe mann mein ghutan
Kyun ho jivan mein jalan
Chhalke kyun ye aankhir nayan
Ab koi roye nahi aanchal ye bhigoye nahi
Ab koi roye nahi aanchal ye bhigoye nahi
Hum kahi khoye sukh lekar aayenge
Hum nahi dukh se ghabhrayenge
Tutte sajte rahe har ghadi
Chubte rahe shisho jaise sapne mere
Tutte sajte rahe har ghadi
Chubte rahe shisho jaise sapne mere
Inhi sapno ke liye hum andhero mein jiye
Inhi sapno ke liye hum andhero mein jiye
Ab midoke diye bankar jagmagayenge
Hum nahi dukh se ghabhrayenge
Hai nahi sukh zara sa
Charo taraf hai nirasha
Phir bhi chhodenge na aasha
Har dum muskurayenge
Hum nahi dukh se ghabhrayenge
Hum nahi dukh se ghabhrayenge.
Hum Nahi Dukh Se Ghabhrayenge Youtube Video Song :
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in