Hum Tabiyat Ke Bade Rangin Lyrics - Khazana(Amit Kumar, Anwar Hussain, Shailendra Singh and Sukhwinder Singh).
Hum Tabiyat Ke Bade Rangin song Lyrics from album Khazana.The song is sung by Amit Kumar, Anwar Hussain, Shailendra Singh and Sukhwinder Singh. Lyrics of Hum Tabiyat Ke Bade Rangin song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal. The music video of Hum Tabiyat Ke Bade Rangin's song is directed by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal.
Hum Tabiyat Ke Bade Rangin Lyrics In Hindi- Khazana :
Hum tabiyat ke
Bade rangin hain
Rangin hain
Hum tabiyat ke
Bade rangin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain
O mere bhai bol mere bhai
Sun mere bhai
Bol mere bhai
O mere bhai bol mere bhai
Sun mere bhai
Bol mere bhai
Hum tabiyat ke
Bade rangin hain
Rangin hain
Hum tabiyat ke
Bade rangin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain
Sunkar aapki tarif tarif
Sunkar aapki tarif tarif
Hum sab laye
Hai tasrif tasrif
Thodi der ke liye
Denge aapko taklif
Thodi der ke liye
Denge aapko taklif
Aap se milne ke o milne ke
Aap se milne ke
Hum shokin hain
Shokin hai shokin
Hai shokin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain
Hum tino ka chotha yaar
Aane wala hai sarkar o
Hum tino ka chotha yaar
Aane wala hain sarkar
Phir hoga ye khel shuru
Bas thoda sa aaha thoda sa
Bas thoda sa itnzar
Aadmi hum kabile yakin hain
Yakin hain yakin hain yakin hain
Yakin hain yakin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain
Aisi raat aisi sham
Sabke hatho mein hain zam
Hey aisi rat aisi sham
Sabke hatho mein hain zam
Arey jis mehfil mein hum
Aaye bhai hum aaye
Jis mehfil mein hum aaye
Usme gham ka kya hain kam
Kisliye phir aap yu
Kamgin hain kamgin hain
Kamgin hain kamgin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain
Ek nahin hum do
Nahin hum tin hain.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in