Id Ka Din Hai Lyrics - Deedar-E-Yaar (1982)(Asha Bhosle and Mohammad Rafi).
Id Ka Din Hai song Lyrics from album Deedar-E-Yaar (1982).The song is sung by Asha Bhosle and Mohammad Rafi.
Lyrics of Id Ka Din Hai song has written by Sahir Ludhianvi and The music of this song is given by Laxmikant-Pyarelal.
The music video of Id Ka Din Hai's song is directed by Laxmikant-Pyarelal. Id Ka Din Hai Lyrics In Hindi- Deedar-E-Yaar (1982) :
Aa aa aa aa aa.........
Id ka din hai -3 gale aaj toh mil le jaalim
Rasme duniya bhi hai mauka bhi hai dastoor bhi hai
Ishq iss tarah ke gustaakh takaaje na kare
Husn majdur bhi majbur bhi magroor bhi hai
Gurur-e-husn ke sadake mohabbat yuun nahi karate
Gurur-e-husn ke sadake -2 mohabbat yuun nahi karate
Nahi karate haan nahi karate
Bhari mehfil mein jaahir -2 dil ki vehshat yuun nahi karate
Nahi karate haan nahi karate
Gurur-e-husn ke sadake mohabbat yuun nahi karate
Bhari mehfil mein jaahir dil ki vehshat yuun nahi karate
Yeh maana -3 tum haseen ho aur tumhe haq hai sharaarat ka
Yeh maana tum haseen ho aur tumhe har hai sharaarat ka
Ha sharaarat ka ha ha sharaarat ka
Kisi ki jaan pe ban jaaye -2 sharaarat yuun nahi karate
Kisi ki jaan pe ban jaaye sharaarat yuun nahi karate
Jise tum husn kehate ho, kehate ho o o o o.... aa aa aa....
Jise tum husn kehate ho -3 woh kaaba hai nigaahon ka
Ha nigaahon ka ha ha nigaahon ka
Adab laajim hai laajim hai
Adab laajim hai kaabe ki jiyaarat yuun nahi karate
Aa aa aa aa......
Kuchh apane husn ki khairaat de do, hum fakiron ko-3
Kisi saahil ko apane dar se -2 rukhsat yuun nahi karate
Kisi saahil ko apane dar se rukhsat yuun nahi karate
Haya aur sharm ko hum -2 husn ka jewar samjhate hai
Haya aur sharm ko hum husn ka jewar samjhate hai
Jewar samjhate hai, samjhate hai
Yeh jewar lutake reh jaaye -2 jakhavat yuun nahi karate
Yeh jewar lutake reh jaaye jakhavat yuun nahi karate
Tumhaari ik najar par faisala hai jindagaani ka - 3
Jindagaani ka, jindagaani ka
Masiha hoke bimaaron se -2 gaflat yuun nahi karate
Masiha hoke bimaaron se gaflat yuun nahi karate
Masiha aur hum ha ha ha ha......
Masiha aur hum inn kufrr ki baaton se baaj aao o o o....
Baaj aao
Khuda ko chhodkar but ki -2 ibaadat yuun nahi karate
Khuda ko chhodkar but ki ibaadat yuun nahi karate
Aapne jo kahaan woh thik sahi, mera kehana bhi kuchh bura toh nahi
Ke id ka din hai gale aaj toh mil le jaalim
Rasme duniya bhi hai mauka bhi hai dastoor bhi hai....
Did you enjoy Id Ka Din Hai song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Id Ka Din Hai song please contact us.