Jaane Jan Kehke Bulaya Lyrics - Ghar Ka Sukh(Alka Yagnik and Suresh Wadkar).
Jaane Jan Kehke Bulaya song Lyrics from album Ghar Ka Sukh.The song is sung by Alka Yagnik and Suresh Wadkar. Lyrics of Jaane Jan Kehke Bulaya song has written by Ravi Shankar Sharma -Ravi and The music of this song is given by Ravi Shankar Sharma -Ravi. The music video of Jaane Jan Kehke Bulaya's song is directed by Ravi Shankar Sharma -Ravi.
Jaane Jan Kehke Bulaya Lyrics In Hindi- Ghar Ka Sukh :
Jane jaa kehke bulaya
To bura maan gaye
Haale dil apna sunaya
To bura maan gaye
Jane jaa kehke bulaya
To bura maan gaye
Haale dil apna sunaya
To bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe
Husna ka sacha aashiq
Tumne humko hi banaya
To bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe
Husna ka sacha aashiq
Tumne humko hi banaya
To bura maan gaye
Dekho tum kal bhi nahin
Aaye the wada karke
Aaj aaye hain to jagahde
Ka irada karke
Dekho tum kal bhi nahin
Aaye the wada karke
Aaj aaye hai to jagahde
Ka irada karke
Apni marji ke malik hain
Hame parva kiski
Kya karoge agar wada
Karke mukar jaayege
Haay tere waade
Pey jeeye hum
To e jaan jhuk jaana
Ki khusi se mar
Na jaate hum
Agar ik baar hote
Bade aaye shayar
Chhod do mujhe
Jaane kis kis ki ghajal
Roj suna karte ho
Maine ik sher sunaya
To bura maan gaye
Jaane kis kis ki ghajal
Roj suna karte ho
Maine ik sher sunaya
To bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe
Husna ka sacha aashiq
Tumne humko hi banaya
To bura maan gaye
Jo bhi rushwahi huyi
Uska gunehgaar hoon mein
Jo bhi rushwahi huyi
Uska gunehgaar hoon mein
Pyaar karta hoon uska
Talabgaar hoon mein
Jab bhi mila karte ho
Tab tab pareshaan karte ho
Aisi dewani mohabaat se
Bejaab hoon mein
Dil mein hain pyaar magar
Hothon pe ikraar nahin
Aayina hamne dikhaya
Toh bura maan gaye
Dil mein hain pyaar magar
Hothon pe ikraar nahin
Aayina hamne dikhaya
Toh bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe
Husna ka sacha aashiq
Tumne humko hi banaya
To bura maan gaye
Maheka maheka ye baharon
Ka hasi mausam hain
Aise mein door kyun mujh se
Mere hamdam hain
Maheka maheka ye baharon
Ka hasi mausam hain
Aise mein door kyun mujh se
Mere hamdam hain
Aise mausam mein bahek
Jaane ka dar hain warna
Jo tumhara hain wahi
Hamara aalam hain sach
Phir to aajao meri
Baahon mein jaane jaa
Ab gusse mein ye na
Kahena boora maan gaye
Rutha jaana toh haseeno
Ki adaa hoti hain
Phir ab maan bhi laao
Lo hum maan gaye
Laa laa la laa la laaa…
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in