Jago Re Jago Lyrics - Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar(Asha Bhosle and Mahendra Kapoor).
Jago Re Jago song Lyrics from album Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar.The song is sung by Asha Bhosle and Mahendra Kapoor. Lyrics of Jago Re Jago song has written by Indeevar -Shyamalal Babu Rai and The music of this song is given by Bappi Lahiri. The music video of Jago Re Jago's song is directed by Bappi Lahiri.
Jago Re Jago Lyrics In Hindi- Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar :
Bharastachar ke
Khilaf jung hamari
Atyachar ke khilaf
Jung hamari
Bhukh se bekari
Se hai jung hamari
Kalabajari ke sath
Jung hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jung hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jung hamari
Aaj ka din har sitam
Ka aakhari din hai
Aaj ka din har sitam
Ka aakhari din hai
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jang hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jung hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Ghanghana uthe hai
Ghan ke gagan girega
Nadiyon mein pani
Nahi khoon bahega
Atal himachal jagah
Se apni hatenge
Kaanp uthi dharti
Jwalamukhi fatenge
Aaj ka din har sitam
Ka aakhari din hai
Aaj ka din har sitam
Ka aakhari din hai
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jang hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jung hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Kal sadak pe lash
Mili doshi iska kaun
Kal kisi ne khudkushi
Ki iska doshi kaun
Din dahade raste
Pe laaz loot gayi
Ye gunah kiska hai
Ye kiski bhool thi
Sardiyo mein odhe
Hai jo kagaji kafan
Dhakne ko tan bech
Diya jisne apna tan
Dahak gayi koth pe
Na bhukh sah saki
Jo dahej la na
Saki zinda jal gayi
Aaj ka din sab dukho
Ka aakhari din hai
Aaj ka din sab dukho
Ka aakhari din hai
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jung hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Ye jo ja rahe hai
Leke unchi sawari
Utni gati dhimi
Hui jitni ye bhari
Dukhiyo ki fariyaad
Kya sunenge ye huzur
Janta ki pahuch se hai
Ye door bahut door
Aaj ka din sab dukho
Ka aakhari din hai
Aaj ka din sab dukho
Ka aakhari din hai
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Shuru ho gayi hai
Aaj jung hamari
Aaj jung hamari
Jago re jago re
Jago re jago re jago
Nariya sukumariya
Chingariya bani
Tod tad ghungte
Ranchandiya bani
Matribhumi se
Badi mata nahi koi
Desh prem se
Bada nata nahi koi
Matribhumi se
Badi mata nahi koi
Desh prem se
Bada nata nahi koi
Aaj ki nari ne ghar
Ki kaid ko toda
Desh ke liye pati
Ka sath bhi chhoda
Desh nahi pyara
Jinhe pyari gaddiya
Pyari gaddiya pyari gaddiya
Nast kar rahe hai
Desh ki jo shaktiya
Desh ki jo shaktiya
Desh ki jo shaktiya
Chhodni padengi
Unhe aaj kursiya
Aaj kursiya aaj kursiya
Chhodni padengi aaj kursiya
Chhodni padengi aaj kursiya
Chhodni padengi aaj kursiya
Aaj kursiya aaj kursiya
Chhodni padengi unhe aaj kursiya
Janta uda degi aaj unki dhajiya
Janta uda degi aaj unki dhajiya
Uda degi dhajiya
Uda degi dhajiya.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in