Jawani Ki Rail Chali Lyrics - Shehnai(Geeta Ghosh Roy Chowdhuri -Geeta Dutt and Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra).
Jawani Ki Rail Chali song Lyrics from album Shehnai.The song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri -Geeta Dutt and Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra. Lyrics of Jawani Ki Rail Chali song has written by Pyarelal Shrivasta -P. L. Santoshi and The music of this song is given by Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra. The music video of Jawani Ki Rail Chali's song is directed by Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra.
Jawani ki rail chali jaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Ye chali ye chali ye chali jaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Jawani ki rail ki anokhi kahani
Ek ki aag aur aankho ka pani
Jawani ki rail ki anokhi kahani
Ek ki aag aur aankho ka pani
Aji aaho ka
Aji aaho ka dhua udaye re
Aji aaho ka dhua udaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Na dikhe patri na dikhe station
Na dikhe patri na dikhe station
Daudati hi jaye dil ka ye eingine
Na dikhe patri na dikhe station
Daudati hi jaye dil ka ye eingine
Aankho na
Aankho na signal jo paye re
Aankho na signal jo paye re
Ye chali ye chali ye chali jaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Bachpan se nikle budhape ko jaye
Bachpan se nikle budhape ko jaye
Rashte ne naye naye natak dikhaye
Rashte ne naye naye natak dikhaye
Aji dunia ko
Aji dunia ko pagal banaye re
Aji dunia ko pagal banaye re
Aji aaho ka dhua udaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Daudo daodo musafir
Jhandi dhikhadi hari
Hari jhandi dhikhadi
Daudo daodo musafi
Gaurd ne siti bajadi
Suno siti bajade
Chuke jo wo pachtaye re
Chuke jo wo pachtaye re
Bache man hai budhe mana
Bache man hai budhe mana
Jawna ho jo
Jawna ho jo wo tiket kataye re
Jawna ho jo wo tiket kataye re
Jawani ki rail chali jaye re
Jawani ki rail chali jaye re
Ye chali ye chali ye chali jaye re.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in