Kab Tak Bol Gori Aise Lyrics - Rakhi(Lata Mangeshkar).
Kab Tak Bol Gori Aise song Lyrics from album Rakhi.The song is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics of Kab Tak Bol Gori Aise song has written by Rajendra Krishan and The music of this song is given by Ravi Shankar Sharma -Ravi. The music video of Kab Tak Bol Gori Aise's song is directed by Ravi Shankar Sharma -Ravi.
Kab tak bol gori aise sharmayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Kab tak bol gori aise sharmayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Laya nahi bhaiya mera tujhko fasai ke
Laya nahi bhaiya mera tujhko fasai ke
Pyar ka har laye doliya uthai ke
Pyar ka har laye doliya uthai ke
Kab tak rakhegi mukhda chhupai ke
Kab tak rakhegi mukhda chhupai ke
Aaj nahi to kal akhiya milayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Kab tak bol gori aise sharmayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Aur kaha jayegi
Kabhi na satana mere bhole bhale veer ko
Kabhi na satana mere bhole bhale veer ko
Meri maa ke sapno ki iss tasveer ko
Meri maa ke sapno ki iss tasveer ko
Char chand lage bhabhi teri taqdeer ko
Char chand lage bhabhi teri taqdeer ko
Teri nanand sada gun tere gayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Kab tak bol gori aise sharmayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera aur kaha jayegi.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in