Kabhi Khwab Mein Lyrics - Daddy(Dilraj Kaur and Talat Aziz).
Kabhi Khwab Mein song Lyrics from album Daddy.The song is sung by Dilraj Kaur and Talat Aziz. Lyrics of Kabhi Khwab Mein song has written by Suraj Sanim and The music of this song is given by Rajesh Roshan. The music video of Kabhi Khwab Mein's song is directed by Rajesh Roshan.
Kabhi khwab mein ya khayal mein
Kabhi khwab mein ya khayal mein
Kabhi zindgani ke dhar pe
Mai adhura sa ek geet hoon
Mujhe arth de to sawar ke
Kabhi khwab mein ya khayal mein
Wo benaam si koi jusatju
Wo apne aap se guptgu
Wo benaam si koi jusatju
Wo apne aap se guptgu
Tujhe chhu liya to mujhe laga
Tujhe chhu liya to mujhe laga
Din aa gaye hai tharar ke
Kabhi khwab mein ya khayal mein
Mere dil ki nagari mein bas bhi jaa
Tujhe bakas doon zami aasma
Mere dil ki nagari mein bas bhi jaa
Tujhe bakas doon zami aasma
Mujhe dar hain teri aawargi
Mujhe dar hain teri aawargi
Kahi dono jaha na ujad de
Kabhi khwab mein ya khayal mein
Na mili thi tum to tha ji raha
Na milogi to na ji pauga
Na mili thi tum to tha ji raha
Na milogi to na ji pauga
Meri tisnagi ko jaga diya
Meri tisnagi ko jaga diya
Tere sath ne tere pyar ne
Kabhi khwab mein ya khayal mein
Go aaj pahli ye raat hain
Tere hath mein mera hath hain
Go aaj pahli ye raat hain
Tere hath mein mera hath hain
Tha bahot dino se ye fasala
Tha bahot dino se ye fasala
Tujhe jit lungi main har ke
Kabhi khwab mein ya khayal mein.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in