Kaise Kahoon Kya Ho Gaya Lyrics - Bas Yun Hi(Shaan).
Kaise Kahoon Kya Ho Gaya song Lyrics from album Bas Yun Hi.The song is sung by Shaan.
Lyrics of Kaise Kahoon Kya Ho Gaya song has written by Subbu and The music of this song is given by Merlyn D'Souza and Rajeev Raja.
The music video of Kaise Kahoon Kya Ho Gaya's song is directed by Merlyn D'Souza and Rajeev Raja. Kaise Kahoon Kya Ho Gaya Credits :
Kaise Kahoon Kya Ho Gaya Lyrics In Hindi- Bas Yun Hi :
Kaise kahu kya ho gaya
Dil ye mera kyu khone laga
Aankho me aapki duniya basa ke
Mai to deewana aapka ho gaya
Kaise kahu kya ho gaya
Dil ye mera kyu khone laga
Aankho me aapki duniya basa ke
Mai to deewana aapka ho gaya
Sikha tumse hai maine
Sapno me khona
Tum ho sapno ki rani bolo ho na
Khawabo me aake hamari
Chupke se humko pukare
Teri nigahe ye pyari si bahe
Ye humse ye dhire kahe
Jane kyu kho gaya
Kaise kahu kya ho gaya
Dil ye mera kyu khone laga
Aankho me aapki duniya basa ke
Mai to deewana aapka ho gaya
Rate kati hai maine yado me
Teri apne sapne hai
Dekhe aankho me teri
Chhup chhup ke chaha hai tumko
Apna banaya hai tumko tum pas
Aao to apna banao to
Phir jhumkar dil kahe
Deewana ho gaya
Haye kaise kahu kya ho gaya
Dil ye mera kyu khone laga
Aankho me aapki duniya basa ke
Mai to deewana aapka ho gaya
Kaise kahu kya ho gaya
Dil ye mera kyu khone laga
Aankho me aapki duniya basa ke
Mai to deewana aapka ho gaya
Aankho me aapki duniya basa ke
Mai to deewana aapka ho gaya.
Did you enjoy Kaise Kahoon Kya Ho Gaya song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Kaise Kahoon Kya Ho Gaya song please contact us.