Main Aaj Chalu Aise Lyrics - Banphool(Lata Mangeshkar).
Main Aaj Chalu Aise song Lyrics from album Banphool.The song is sung by Lata Mangeshkar.
Lyrics of Main Aaj Chalu Aise song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal.
The music video of Main Aaj Chalu Aise's song is directed by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal. Main Aaj Chalu Aise Credits :
Main Aaj Chalu Aise Lyrics In Hindi- Banphool :
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Main nar matwali
Phulawa ki dali
Chatak gayi gayi
Bali umariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Chhune se saiya
Ke nas nas
Mein bijuri si
Dhuad gayi
Ang tod gayi
Chhune se
Saiya ke nas nas
Me bijuri si dhuad gayi
Ang tod gayi
Ban ke kaman
Nazar badardi ki
Tir chhoad gayi
Ang tod gayi
Tir chhoad gayi
Ang tod gayi
Main lakh padi payia
Pakad ke baiya
Na rok mujhe saiya
Nagariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Nain chhupaye
Chali jau ghabrau
Koi jan na le
Pehchan na le
Nain chhupaye
Chali jau ghabrau
Koi jan na le
Pehchan na le
Ib ka karu
Sharmau ghabrau
Koi jan na le
Pehchan na le
Koi jan na le
Pehchan na le
Jo aankh uth jaye
Surat teri haye
Nazar saf aaye
Nazariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Bhule se fir na hath me
Mai kalayi dungi
Mai duhayi dungi
Bhule se fir na hath mein
Main kalayi dungi
Main duhayi dungi
Main bhuli tere
Samane fir na
Main angdai lungi
Main duhayi dungi
Angdai lungi
Main duhayi dungi
Ye haal kiya tane
Ke aankh lage pehne
Chhupaya mukh maine
Chunariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein.
Did you enjoy Main Aaj Chalu Aise song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Main Aaj Chalu Aise song please contact us.