Mehlon Mein Aayi song Lyrics from album Footpath.The song is sung by Asha Bhosle. Lyrics of Mehlon Mein Aayi song has written by Naqsh Lyallpuri and The music of this song is given by Jaidev Verma. The music video of Mehlon Mein Aayi's song is directed by Jaidev Verma.
Mehlon mein aayi
Aayi mehlon mein aayi
Pehli baar
Galiyon ki raani
Raajaji kar ke singaar
Mehlon mein aayi
Pehli pehli baar
Galiyon ki raani
Raajaaji kar ke singaar
Mehlon mein aayi
Chikna farash
Torey mehlon ka raaja
Chikna chikna
Chikna farash
Torey mehlon ka raja
Pag fisle to kabhi
Fisle najariyaa
Pag fisle to kabhi
Fisle najariyaa
Ujli diwaaren aen
Ujli diwaaren aen
Chhat nilam ki
Jhuk jhuk dekhe
Jhuk jhuk dekhe
Jaise koi badariyaa aa
Koi badariyaa man muskaaye
Tan lehraay man muskaaye
Tan lehraay man muskaaye
Khul gaye jaise sabhi
Sapnon ke dwaar aar
Mehlon mein aayi
Toh sang baithhi
Jo raaj singhaasan
Toh sang baithhi jo
Toh sanga baithhi
Jo raaaaj singhaasan
Jobnaa hamaare
Jaisaa ankhiyon ko mal ke
Jobnaa hamaare
Jaisaa ankhiyon ko mal ke
Nikraa kajarwaa
Aaaa aaa aaaa aaaa
Nikraa kajarwaa
Saj gayaa ancharaa
Naye naye rang mori
Haan naye naye ranga
Mori dehaa se chhalke
Dehaa se chhalke
Tu hi na dekhe
Baahon mein le ke
Tu hi na dekhe
Baahon mein le ke
Khil gayi main to piyaa
Ban ke bahaar
Mehlon mein aayi
Pehli pehli baar
Galiyon ki raani
Raajaaji kar ke singaar
Mehlon mein aayi
Mehlon mein aayi raajaaa
Raajaa ji raajaaji ie ie
Aaaa aaaaa aaaaa
Aaaa aaa aaa aaa
Maathhe pe chamke hain
Chandaa ka tikaa
Maathhe pe chamke hain
Maathe pe chamke hain
Chandaa ka tikaa
Jhilmil taaron se
Chunri saji hain
Jhilmil taaron se
Chunri saji hain
Baaje kanganwaa aa
Baaje kanganwaa
Jhoole nathaniyaa
Gorey gorey haathon mein
Haan gorey gorey haathon
Mein mehandi rachi hai
Mehandi rachi hai
Dulhan bani main
Saj ke chali main
Dulhan bani main
Saj ke chali main
Roke naaaa keh do
Mori doliyaa kahaar
Dulhan bani main
Saj ke chali main
Dulhan bani main
Saj ke chali main
Roke naaaa keh do
Mori doliyaa kahaar
Dulhan bani main.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in