Mere Mehboob Tujhe Lyrics - Police Aur Mujrim(Kavita Krishnamurthy and Mohammed Aziz).
Mere Mehboob Tujhe song Lyrics from album Police Aur Mujrim.The song is sung by Kavita Krishnamurthy and Mohammed Aziz.
Lyrics of Mere Mehboob Tujhe song has written by Dilip Tahir and The music of this song is given by Bappi Lahiri.
The music video of Mere Mehboob Tujhe's song is directed by Bappi Lahiri. Mere Mehboob Tujhe Credits :
Mere Mehboob Tujhe Lyrics In Hindi- Police Aur Mujrim :
Mere mehboob tujhe
Wada nibhana hoga
Mere mehboob tujhe
Wada nibhana hoga
Chahe roke ye zamana
Tujhko aana hoga
Chahe roke ye zamana
Tujhko aana hoga
Mere mehboob tujhe
Wada nibhana hoga
Mere mehboob tujhe
Wada nibhana hoga
Roshni tu hain meri
Har khushi tu hain meri
Tere bin kaise jiye
Zindagi tu hain meri
Tu agar meri mohabbat ki
Pak laila hai
Jalwa e husn to majnu ko
Dikhana hoga
Jalwa e husn to majnu ko
Dikhana hoga
Chahe roke ye zamana
Tujhko aana hoga
Mere mehboob tujhe
Wada nibhana hoga
Mere mehboob tujhe
Wada nibhana hoga
Mere mehboob mujhe
Wada nibhana hoga
Mere mehboob mujhe
Wada nibhana hoga
Chahe roke ye zamana
Mujhko aana hoga
Chahe roke ye zamana
Mujhko aana hoga
Mere mehboob mujhe
Wada nibhana hoga
Mere mehboob mujhe
Wada nibhana hoga
Ek apni hai dagar
Ek manzil ke nishan
Aa gayi ha mein sanam
Chhod kar sara jahan
Pyar ka deep kisi yug mein
Na bhujne paye
Phir mohabbat mein chirago ko
Jalana hoga
Phir mohabbat mein chirago ko
Jalana hoga
Chahe roke ye zamana
Mujhko aana hoga
Mere mehboob mujhe
Wada nibhana hoga
Mere mehboob mujhe
Wada nibhana hoga
Chahe roke ye zamana
Tujhko aana hoga
Mere mehboob hame
Wada nibhana hoga
Mere mehboob hame
Wada nibhana hoga.
Did you enjoy Mere Mehboob Tujhe song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Mere Mehboob Tujhe song please contact us.