Mere Pairon Me Ghunghroo Lyrics - Sunghursh(Mohammed Rafi).
Mere Pairon Me Ghunghroo song Lyrics from album Sunghursh.The song is sung by Mohammed Rafi. Lyrics of Mere Pairon Me Ghunghroo song has written by Shakeel Badayuni and The music of this song is given by Naushad Ali. The music video of Mere Pairon Me Ghunghroo's song is directed by Naushad Ali.
Mere Pairon Me Ghunghroo Lyrics In Hindi- Sunghursh :
Dil paya albela maine
Tabeeyat meri rangeeli
Haay
Aaj khushi mein maine bhaiya
Thodi si bhang pi lee
Ha ha ha ha
Haay mere pairon mein
Haay mere pairon mein
ghunghroo bandha de
To phir meri chaal dekh le
Mere pairon mein
ghunghroo bandha de
To phir meri chaal dekh le
Zara jam ke bhaiya
Mohe laali chunar mohe
laali chunariyaan odha de
To phir meri chaal dekh le
Mere pairon mein
ghunghroo bandha de
To phir meri chaal dekh le
Kya chaal hai tori
Zara jhoom le gori
A haa waah
Haale dole kisi ki nathni
Jhoome kisi ka jhumka
Har paari dil thaam le apna
Aisa lagaun thumka Kaise bhala
Aise ding ka tikat phurr ka tikat aa
Jab ho kisi ki byaah sagayi
Meri jawani le angdayi
Meri jawani le angdayi
Koyi meri haay haay
Koyi meri bhi shaadi kara de
To phir meri chaal dekh le
Mere pairon mein
ghunghroo bandha de
To phir meri chaal dekh le
Koyi ghoonghat waali mere
Dil pe chalaye chhuriyaan
Koyi nainon waali chhode
Nainon se phuljhadiyaan
Roop hain lakhon aur ik dil hai
Aape mein rahna bhi mushqil hai
Aape mein rahana bhi mushqil hai
Koyi ankhiyon haay haay
Koyi ankhiyon se daru pila de
To phir meri chaal dekh le
Zara nain mila ke
Zara dil laga ke
Ek najar se dil bharmaye
Dooji se le jaaye
Teekhi najar tu aisi maare
Jo dekhe lut jaaye
Saari duniya tujhpe deewani
Main bhi to dekhoon teri jawani
Main bhi to dekhoon teri jawani
Zara mukhde hoy hoy
Zara mukhde se
ghunghta hata de
To phir meri chaal dekh le
Mohe laali chunar mohe
laali chunariyaan odha de
To phir merii chaal dekh le
Mere pairon mein
ghunghroo bandha de
To phir meri chaal dekh le.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in