Mil Jaye Khazana Lyrics - Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar(Krishnakumar Kunnath -K.K and Shaan).
Mil Jaye Khazana song Lyrics from album Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar.The song is sung by Krishnakumar Kunnath -K.K and Shaan. Lyrics of Mil Jaye Khazana song has written by Ibrahim Ashq and The music of this song is given by Anand Shrivastav and Milind Shrivastav. The music video of Mil Jaye Khazana's song is directed by Anand Shrivastav and Milind Shrivastav.
Mil Jaye Khazana Lyrics In Hindi- Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar :
Mil jaye khazana
Mausam ho suhana
Dil apna khil uthe
Ek mahal banaye
Noto se sajaye
Koyi ladki jab mile
Jeena pyaar se jeena
Gam koyi phir hume rahe na
Mauj udana jhoom ke gaana
Dil gaaye tarana
Jhoome yeh zamana
Ek sapna sach bane
Hum pyaar lutaye
Hum rang jamaye
Deewana sab kahe
Jeena pyaar se jeena
Gam koyi phir hume rahe na
Mauj udana jhoom ke gaana
Gaadi hon nahin
Ke ladki ho haseen
Udte hum phire ke
Dhoonde sab hume
Ho yeh mera raja
Jeena pyaar se jeena
Yeh jahan phir mile na
Yaar banana pyaar nibhana
Mil jaye khazana
Mausam ho suhana
Dil apna khil uthe
Ek mahal banaye
Noto se sajaye
Koyi ladki jab mile
Jeena pyaar se jeena
Gam koyi phir hume rahe na
Mauj udana jhoom ke gaana
Aisi ho ada ke duniya ho fida
Chalta hi rahe yeh dil ka silsila
Jhoomen zameen aasmaan
Jeena pyaar se jeena
Yeh maza phir mile na
Bhool na jaane dil ka tarana
Mil jaye khazana
Mausam ho suhana
Dil apna khil uthe
Ek mahal banaye
Noto se sajaye
Koyi ladki jab mile
Jeena pyaar se jeena
Gam koyi phir hume rahe na
Mauj udana jhoom ke gaana
Jeena pyaar se jeena
Gam koyi phir hume rahe na
Mauj udana jhoom ke gaana
Jeena pyaar se jeena
Gam koyi phir hume rahe na
Mauj udana jhoom ke gaana
Jeena pyaar se jeena
Gam koyi phir hume rahe na
Mauj udana jhoom ke gaana.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in