O Saathi Re Tu Aa Bhi Jaa Lyrics - Piya Milan(Jagmohan Bakshi, Lata Mangeshkar and Usha Mangeshkar).
O Saathi Re Tu Aa Bhi Jaa song Lyrics from album Piya Milan.The song is sung by Jagmohan Bakshi, Lata Mangeshkar and Usha Mangeshkar. Lyrics of O Saathi Re Tu Aa Bhi Jaa song has written by Hasrat Jaipuri and The music of this song is given by Ramesh Mishra. The music video of O Saathi Re Tu Aa Bhi Jaa's song is directed by Ramesh Mishra.
O Saathi Re Tu Aa Bhi Jaa Lyrics In Hindi- Piya Milan :
O saathi re tu aa bhi jaa
O saathi re tu aa bhi jaa
Ye desh hamaara ye desh hamaara
Ye desh hamaara pyaara re
Ise aag se aaj bachaa le re
Ise aag se aaj bachaa le re
O saathi re tu aa bhi jaa
O saathi re tu aa bhi jaa
Kyun tum par koi tode ye zulam
Kar himmat tu parwaane
Kuchh kar himmat tu parwaane
Karm ka aa ham jhande gaad den
Chal aa ham jhande gaad den
O saathi re tu aa bhi jaa
O saathi re tu aa bhi jaa
Ye desh hamaara pyaara re
Ise aag se aaj bacha len re
Ise aag se aaj bacha len re
O saathi re tu aa bhi jaa
O saathi re tu aa bhi jaa
O o o o o o o o o o o
Tan kar niklen saathi sab hi
Desh aaj ham maang len
Aa desh aaj ham maang len
Jhoom jhoom kar toote rann mein
Bilji ban kar phoonk den
Aa dushman ko ham phoonk den
O saathi re tu aa bhi jaa
O saathi re tu aa bhi jaa
Is mein ham bhi saathi pyaare
Mastaane aa ham milkar badh jaayen
Samay bulaane aaya re
Chal samay bulaane aaya
O saathi re tu aa bhi jaa
O saathi re tu aa bhi jaa
Aao jawaanon badhte chalen
Badhte chalen
Aao jawaanon badhte chalen
Ham desh ki khaatir ladte chalen
Ham desh ki khaatir ladte chalen
Aakhir dam tak badhte chalen ham
Talwaaron ki chhaon mein
Ham talwaaron ki chhaon mein
Aakhir dam tak badhte chalen ham
Talwaaron ki chhaon mein
Ham talwaaron ki chhaon mein
O saathi re tu aa bhi jaa
O saathi re tu aa bhi jaa
Peeche haten peeche haten
Maut ruke par ham na ruken
Ham na ruken
Jhuk jaaye gagan par ham na jhuken
Ham na jhuken
Aao milkar badhte chalen
Aao milkar badhte chalen
Badhte chalen ham badhte chalen
Badhte chalen ham badhte chalen.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in