Prem Ki Naiyya Lyrics - Ajab Prem Ki Ghazab Kahani(Neeraj Shridhar and Suzanne D'Mello).
Prem Ki Naiyya song Lyrics from album Ajab Prem Ki Ghazab Kahani.The song is sung by Neeraj Shridhar and Suzanne D'Mello. Lyrics of Prem Ki Naiyya song has written by Irshad Kamil and The music of this song is given by Pritam Chakraborty. The music video of Prem Ki Naiyya's song is directed by Pritam Chakraborty.
Prem Ki Naiyya Lyrics In Hindi- Ajab Prem Ki Ghazab Kahani :
Sapno mein aii ke jai ke
O ri goriya
Humri churai le neendiya
Sapno mein aii ke jai ke
O ri goriya
Humri churai le neendiya
Humpe girai ke haaye re tu bejuriya
Humse churai le humka
Baharon mein tu hai
Nazaron mein tu hai
Dekhon jidhar mein wahan tu dekhai de
Prem ki naaiya hai ram ke bharose
Apni e naaiya ko paar tu lagai de
Prem ki naaiya hai ram ke bharose
Apni e naaiya ko paar tu lagai de
Haan katte katte kat na jaye
Bina hi pyaar ko paaye
Dekho meri sari hi umar karun mein kya
Kahin to hoga koi upaaye
Ki meri tu ho jaye
Chahe mujhko tu bhi umar bhar
Karun mein kya
Kya mantar padhu mein
Kya tantar karu mein
Aankhon ki chahat tujhe bhi dekhai de
Prem ki naaiya hai ram ke bharose
Apni naaiya ko paar tu lagai de
Prem ki naaiya hai ram ke bharose
Apni e naaiya ko paar tu lagai de
Dil ko dil ki prem kahani
Jaruri hui sunani
Dil baat kaise mein kahun
Karun mein kya
Samjhe na tu baat woh pagali
Ki dil ki adala badli
Abb to bin kiya na mein rahun
Karun mein kya
Mein rah bhi na pau
Mein keh bhi na pau
Bole bina kaise tujhko sunai de
Prem ki naaiya hai ram ke bharose
Apni e naaiya ko paar tu lagai de
Prem ki naaiya hai ram ke bharose
Apni e naaiya ko paar tu lagai de
Sapno mein aii ke jai ke
O ri goriya
Humri churai le neendiya
Humpe girai ke haaye re tu bejuriya
Humse churai le humka
Baharon mein tu hai
Nazaron mein tu hai
Dekhon jidhar mein wahan tu dekhai de
Prem ki naaiya hai ram ke bharose
Apni e naaiya ko paar tu lagai de
Prem ki naaiya hai ram ke bharose
Apni e naaiya ko paar tu lagai de.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in