Pyala Honthon Tak Pahuncha To Lyrics - Duniyadari(Anwar Hussain, Khan Sahab, Mohammed Rafi, Nasim Chopra and Shobha Gurtu).
Pyala Honthon Tak Pahuncha To song Lyrics from album Duniyadari.The song is sung by Anwar Hussain, Khan Sahab, Mohammed Rafi, Nasim Chopra and Shobha Gurtu. Lyrics of Pyala Honthon Tak Pahuncha To song has written by M. G. Hashmat and The music of this song is given by Jaikishan Dayabhai Panchal and Shankar Singh Raghuvanshi. The music video of Pyala Honthon Tak Pahuncha To's song is directed by Jaikishan Dayabhai Panchal and Shankar Singh Raghuvanshi.
Pyala Honthon Tak Pahuncha To Lyrics In Hindi- Duniyadari :
Ishk mein tere hue sharabi
Bin piye na sham kate
Pyas ke mare hum bhi tadpe
Mahfil mahfil jam bate
Pyala hothon tak pahuncha to
Pyala hothon tak pahuncha to
Saki ne najar se dob diya
Hum pyas bujhane wale the
Hame peene se kyu rok diya
Pyala hothon tak pahuncha to
Pyala hothon tak pahuncha to
Pyala hothon tak pahuncha to
Pag mein payal nak mein nathni
Mang mein saje sitare hai
Ghunghru banke husn ke pag me
Arman bandhe hamare hai
Aankh palat ke jhatak ke julfe
Teer jigar pe mare hai
Marte ki bate karte hai
Jine ki ada ye na jane
Ye aankh wale andhe hai
Andar ki baat na pahchane
Challe ki chalawat dekhte hai
Ungli ki nachawat na dekhe
Pahuchegi kadawat mein
Thumke si lagawat na dekhi
Meri ang ang me bijli hai
Bijli ki bahawat na dekhe
Bijli kab paida hoti hai
Jab josh mein saje takraye
Do barf ke tukde fut pade
Aur pani banke bah jaye
Hum pyas ke mare badal hai
Jo dil ko dabaye baithe hai
Kabhi dariya banke bahne do
Kabhi dariya banke bahne do
Kuche mein samaye baithe hai
Jab dil takrane wale the
Jab dil takrane wale the
Kya soch ke dil ko rok liya
Hum pyas bujhane wale the
Hame pine se kyu rok diya
Pyala hothon tak pahuncha to
Pyala hothon tak pahuncha to
Saki ne najar se dob diya
Hum pyas bujhane wale the
Hame peene se kyu rok diya.
Pyala Honthon Tak Pahuncha To Youtube Video Song :
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in