Saari Duniya Four Twenty Lyrics - Dada(Mukesh Chand Mathur -Mukesh and Surinder Kaur).
Saari Duniya Four Twenty song Lyrics from album Dada.The song is sung by Mukesh Chand Mathur -Mukesh and Surinder Kaur. Lyrics of Saari Duniya Four Twenty song has written by Shewan Rizvi and The music of this song is given by Naushad Ali. The music video of Saari Duniya Four Twenty's song is directed by Naushad Ali.
Aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa
Saari duniya four twenty
Saari duniya four twenty
Saari duniya four twenty
Saari duniya four twenty
Dekho dekho gentelmano
Chaar aane mein four twenty
Four twenty
Saari duniya four twenty
Saari duniya four twenty
Sun re sharaabi sun re sharaabi
Sun re sharaabi sun re sharaabi
Haal tera koi dekhega to
Jag mein hogi teri kharaabi
Sun re sharaabi
Sun re sharaabi
Sun re sharaabi
Sun re sharaabi
Kaun hai tu kya naam tera
Kyun cheenti hai tu jaam mera
Tu jaam mera
Tu jaam mera
Main abhi gayi thhi tere ghar
Tere bachche padey thhe khatiyaa par
Wo bhookh ke mare marte thhe
Aur bilakh bilakh kar kehte thhe
Kyaa kehte thhe
Tankhaa le kar baap hamaara
Kar gyaa humse four twenty
Saari duniya four twenty
Saari duniya four twenty
Aaaa aaaa aaaa aaaa
Aa aa aa aa
Tan ke ujle mann ke kaale
Black market karne waale
Black market karne waale
Pagdi le kar detey hain ghar
Kya zulm nahin ye gareebon par
Yahaan martey bachche faakon se
Ye bharte hain kothe anaajon se
Ye bharte hain kothe anaajon se
Majboor yahaan tan dhakne se
Godaam bhare ye kapdon se
Godaam bhare ye kapdon se
Aaa aaaa aaaa aaaa
Aaaa aaaa aaaa aaaa
O four twenty karne waalon o o
Khooni sharaaben peene waalo
Khooni sharaaben peene waalo
Barson peechhe raaj milaa hai
Taras taras ke taaj milaa hai
Ab chhod do karnaa ek ke chaar
Band karo ye kaala bazaar
Band karo band karo
Band karo ye kaala bazaar
Warnaa watan aur baapu se
Tum karoge apne four twenty
Warnaa watan aur baapu se
Tum karoge apne four twenty
Saari duniya four twenty
Saari duniya four twenty
Four twenty four twenty
Four twenty four twenty
Four twenty four twenty.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in