Sabne Desh Ka Naam Liya Lyrics - Rajput(Hemlata -Lata Bhatt, Mahendra Kapoor and Manhar Udhas).
Sabne Desh Ka Naam Liya song Lyrics from album Rajput.The song is sung by Hemlata -Lata Bhatt, Mahendra Kapoor and Manhar Udhas. Lyrics of Sabne Desh Ka Naam Liya song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal. The music video of Sabne Desh Ka Naam Liya's song is directed by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal.
Sabne desh ka naam liya
Sabne desh ka naam liya
Are hum ne dil ko tham liya
Hum ne dil ko tham liya
Sabne hindhustan kaha
Sabne hindhustan kaha
Aur hamne apni jaan kaha
Apni jaan se apni jan
Apni jaan se apni jan
Bachake hamko kya karna hai
Yahin pe hamko jina hai
Yahin pe hamko marna hai
Apni jan se apni jan
Bachake hamko kya karna hai
Yahin pe hamko jina hai
Yahin pe hamko marna hai
Yahin pe hamko jina hai
Yahin pe hamko marna hai
Tu hai mast akele mein aha
Main bhi hu is mele mein
Tu hai mast akele mein aha
Main bhi hu is mele mein
Dil ko yaad hai tu hi tu
Desh ke bad hai tu hi tu
Dil ko yad hai tu hi tu
Desh ke bad hai tu hi tu
Bandh ke sehra tere hi
Kadmo ne sehra dharna hai
Yahin pe hamko jina hai
Yahin pe hamko marna hai
Yahin pe hamko pyar mila
Yahin pe hamko pyar mila
Yahin hame sansar mila
Yahin hame sansar mila
Yahin pe hamko pyar mila
Yahin hamari galiya hai
Yahin pe sab rangraliya hai
Yahi hamari galiya hai
Yahi pe sab rangraliya hai
Isi dagar pe pyas hamari
Isi dagar pe jharna hai
Yahin pe hamko jina hai
Yahin pe hamko marna hai
Sawan gaya gayi holi
Hum kab milenge humjoli
Sawan gaya gayi holi
Jivan hai sangram abhi
Pyar ka na mein naam abhi
Jivan hai sangram abhi
Pyar ka na mein naam abhi
Teri mang mein o gori
Sindur lahu se bharna hia
Yahin pe hamko jina hai
Yahin pe hamko marna hai
Yahin pe hamko jina hai
Yahin pe hamko marna hai.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in