Samjho Na Mujhe Tum Lyrics - Dhund: The Fog(Abhijeet Bhattacharya and Madhushree).
Samjho Na Mujhe Tum song Lyrics from album Dhund: The Fog.The song is sung by Abhijeet Bhattacharya and Madhushree. Lyrics of Samjho Na Mujhe Tum song has written by Ibrahim Ashq and The music of this song is given by Vijay Kalyanji Shah -Viju Shah. The music video of Samjho Na Mujhe Tum's song is directed by Vijay Kalyanji Shah -Viju Shah.
Samjho Na Mujhe Tum Lyrics In Hindi- Dhund: The Fog :
Meri jaana o meri jaana
Samjho na mujhe tum begana
Meri jaana meri jaana
Hum dono ka ik afsaana
Meri jaana meri jaana
Samjho na mujhe tum begana
Hum dono ka ik afsaana
Ye saath na apna chhutega
Rab humse kabhi na ruthega
Meri jaana meri jaana
Samjho na mujhe tum begana
Hum dono ka ik afsaana
Ye saath na apna chhutega
Rab humse kabhi na ruthega
Meri jaana o meri jaana
Har uljhan ko sul jaayenge
Kaanto mein bhi muskaenge
Har uljhan ko sul jaayenge
Kaanto mein bhi muskaenge
Mushkil mein bhi na ghabhrayenge
Hum pyaar ki manzil paayenge
Aabaad karenge viraana
Meri jaana meri jaana
Aabaad karenge viraana
Meri jaana meri jaana
Hum dono ka ik afsaana
Ye saath na apna chhutega
Rab humse kabhi na ruthega
Meri jaana o meri jaana
Kyun gham ko chhupaye rehate ho
Kyun dil ki baat na kehate ho
Kyun gham ko chhupaye rehate ho
Kyun dil ki baat na kehate ho
Sach hoga pyar ka har sapna
Ye saara jahan hoga apna
Rang laayega apna yaarana
Meri jaana meri jaana
Rang laayega apna yaarana
Hum dono ka ik afsaana
Ye saath na apna chhutega
Rab humse kabhi na ruthega
Meri jaana o meri jaana
Kal kyaa hoga maaloom nahi
Hum aaj ko kyun kurbaan karein
Kal kyaa hoga maaloom nahi
Hum aaj ko kyun kurbaan karein
Aajaao khusi ke lamhon se
Hum sadiyon ki pehchaan karein
Har saans mein meri bas jaana
Meri jaana meri jaana
Har saans mein meri bas jaana
Hum dono ka ik afsaana
Ye saath na apna chhutega
Rab humse kabhi na ruthega
Meri jaana o meri jaana
Meri jaana o meri jaana
Meri jaana o meri jaana.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in