Tu Andar Kaise Aaya Lyrics - Jai Shiv Shankar(Amit Kumar and Asha Bhosle).
Tu Andar Kaise Aaya song Lyrics from album Jai Shiv Shankar.The song is sung by Amit Kumar and Asha Bhosle. Lyrics of Tu Andar Kaise Aaya song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Rahul Dev Burman. The music video of Tu Andar Kaise Aaya's song is directed by Rahul Dev Burman.
Tu Andar Kaise Aaya Lyrics In Hindi- Jai Shiv Shankar :
Are tu andar kaise
Aaya chaur darwaje se
Are tu andar kaise
Aaya chaur darwaje se
Bahar kaise jaye ga
Chaur darwaje se
Dil mein na bas jana
Kisi aur darwaje se
Tu hai meri jaa tu jayegi jaha
Tere piche piche
Chala aaunga waha
Achha ye baat hain
Ye nahin wo baat hain
Baith meri jaa ankhe michke yaha
Leti hu main tere pyar ka imtiha
Kaisi jagah aa chhupi
Jiya ghabaraye
Aisa na woh woh na aaye
Sher aa jaye mujhe kha jaya
Are tu andar kaise
Aaya chaur darwaje se
Bahar kaise jaye ga
Chaur darwaje se
Dil mein na bas jana
Kisi aur darwaje se
Baap re
Yaad rakh milte hi mauka
Mai phir de jaungi dokha
Khel na mujhse ankh micholi
Mai hu tej hawa ka jhoka
Hai tiket pleaase you cheat
Are tu andar kaise
Aaya chaur darwaje se
Bahar kaise jaye ga
Chaur darwaje se
Dil mein na bas jana
Kisi aur darwaje se
Log jama kyu ho gaye sare
Dekh hua kya pritam pyare
Hath mujhe de sath mere chal
Milkar dekhenge ye najare
Maf karo meri maa maaf karo
Kaisa mera tu dilwar hain
Bhut hain ya jadugar hain
Dil hain shola aa jawani
Pyar hain thanda thanda pani
Teri meri preet purani
Besaram behaya
Saram nahin aati
Are tu andar kaise
Aaya chaur darwaje se
Bahar kaise jaye
Ga chaur darwaje se
Dil mein na bas
Jana kisi aur darwaje se
O my god tum
Abhi tak gaye nahin
Chhod mera pichha saiya
Bulbul ki sun le fariyad
Thahar mujhe kuchh aya yaad
Maine tujhe pasand kar kiya tha
Dil ke darwaje mein band kar liya tha
Tu bahar kaise aayi chaur darwaje se
Andar kaise jayegi chaur darwaje se
Furr se na udd jana kisi aur darwaje se
Furr furr.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in