Tu Shaitano Ka Sardar Hai Lyrics - Barood(Mukesh Chand Mathur -Mukesh and Shivangi Kolhapure).
Tu Shaitano Ka Sardar Hai song Lyrics from album Barood.The song is sung by Mukesh Chand Mathur -Mukesh and Shivangi Kolhapure. Lyrics of Tu Shaitano Ka Sardar Hai song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Sachin Dev Burman. The music video of Tu Shaitano Ka Sardar Hai's song is directed by Sachin Dev Burman.
Tu Shaitano Ka Sardar Hai Lyrics In Hindi- Barood :
Tu saitano ka sardar hai sach hai
Hardam ladne ko taiyar hai sach hai
O tere hatho mera jina duswar hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
Tu saitano ka sardar hai sach hai
Hardam ladne ko taiyar hai sach hai
O tere hatho mera jina duswar hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
Socha tha tu mere kitne kam karega
Padh likhkar duniya me roshan naam karega
Socha tha tu mere kitne kam karega
Padh likhkar duniya me roshan naam karega
Tu to mera naam bhi badnaam karega
Tujhko samjhane ki har koshish bekar hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
Kya jangle ka raja kabhi mor banega
Sher ka beta kya itna kamzor banega
Arey kya jangle ka raja kabhi mor banega
Sher ka beta kya itna kamzor banega
Mai sipahi bana tu shayad chor banega
Kya kahu tu phul hai ya kanto ka har hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
Mar ke thokar maij ka kona tod diya hai
Arey mera to har svapan slona tod diya hai
Mar ke thokar maij ka kona tod diya hai
Arey mera to har svapan slona tod diya hai
Aur apna bhi har ek khilona tod diya hai
Aur ab jane kya tode koi eatbar hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
Tu saitano ka sardar hai sach hai
Hardam ladne ko taiyar hai sach hai
O tere hatho mera jina duswar hai
Daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai
O daddy phir bhi tumko mujhse pyar hai.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in