Vande Mataram Lyrics - ABCD 2(Daler Mehndi, Tanishka Sanghvi, Badshah and Divya Kumar).
Vande Mataram song Lyrics from album ABCD 2.The song is sung by Daler Mehndi, Tanishka Sanghvi, Badshah and Divya Kumar.
Lyrics of Vande Mataram song has written by Mayur Puri and The music of this song is given by Sachin-Jigar.
The music video of Vande Mataram's song is directed by Sachin-Jigar. Vande Mataram Lyrics In Hindi- ABCD 2 :
Ik tera naam hai saancha ho..
Ik tera naam hai saancha
Mann meriya ne baancha
Bas naam tera maa ho..
Ek pehchaan meri tu hi
Jind jaan meri tu hi
Jahaan mera Maa.. Ho..
Tujh pe vaarna
Sau waari jaan main
Tujh pe vaarna
Sau waari jaan main
Tere qurbaan meri Maa Vande Mataram.. Vande Mataram
Vande Mataram.. Vande Mataram Aa gayi ghadi hai dekho sabse badi
Hai mujhse bas do kadam pe dekho jeet khadi
Haan mujhe kab se intezaar tha aaj ki shaam ka
Ab dekho kya karta hai ye banda Hindustan ka
Jo kisi ke bhi aage jhuka nahi
Haan main hoon uss desh ka
Tu baith ke le nazaara is treble aur bass ka
Seedha chalun ya chalun dhai dhai chaal main
Khel mera hoga ye dekh lambi race ka
Mitti ka karz hai main mar ke bhi chukaunga
Tujhe mitti kar doonga
Ya phir main mitti mein mill jaaunga
Jo bhi kaha tha main wo karke dikhaunga
India se hoon khaali haath nahi jaaunga Abe jam ke pakad jhaad doonga
Tujhko main ukhaad doonga
Jahaan se tu aaya hai na
Wahin tujhe baad doonga
Teri zameen pe aaj
Tujhe hi pachhaad doonga
Jhanda India ka bete, gaad doonga Jeetoon ya haarun mujhe koi parwaah nahi
Tumko main dikhaaun mujhe koi parwah nahi
Maa hi mera Rab hai meri
Maa hi mera peer meri
Maa ke pairon ke alawa koi Dargah nahi Naachunga naachunga mujhko fitoor hai
Naachunga naachunga dil majboor hai
Aaj ki shaam meri Maa ke hai naam
Meri maa mujhe dekhegi, naachna zaroor hai
Main jeetun ya haarun mujhe naachna zaroor hai
Meri maa mujhe dekhegi, naachna zaroor hai
Naachna zaroor hai, mujhe naachna zaroor hai
Maa Maa.. mujhe naachna zaroor hai
Maa meri mujhe dekhegi, naachna zaroor hai Rang kesar soora waaleya
Rang sabz khili phulkariyan
Ho rang chitta niyat saaf da
Ho rang teenon jaan se pyaareya
Rang teenon jaan se pyaareya Ho Rang meri Maai ka
Rang sachchai ka har achchhai ka hai Maa…
Rang teri reet ka
Rang teri preet ka
Rang teri jeet ka hi chhaaye chhaaye Kaise main chukaawan tera ehsaan
Maai teri chunariya lehraaye Jab tak mujh mein hai zara si jaan
Maai teri chunariya lehraaye
Ik tera naam hai saancha ho.. Vande… mataram
Vande… Sujalaam suphalaam, malayaj sheetlaam
Sasyashyaamalaam maataram vande (x3) Aye maai re… Shubhrajyotsnaa pulakitayaaminim
Pullakusumita drumadala shobhinim
Suhaasiniim sumadhura bhaashhinim Sujalaam suphalaam, malayaj sheetlaam
Sasyashyaamalaam maataram vande (x3) Maai re…
Did you enjoy Vande Mataram song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Vande Mataram song please contact us.