Yeh Kismat Hain Kya Lyrics - Ghar Ka Chiraag(Mohammed Aziz).
Yeh Kismat Hain Kya song Lyrics from album Ghar Ka Chiraag.The song is sung by Mohammed Aziz.
Lyrics of Yeh Kismat Hain Kya song has written by Anjaan and Sikander Bharti and The music of this song is given by Bappi Lahiri.
The music video of Yeh Kismat Hain Kya's song is directed by Bappi Lahiri. Yeh Kismat Hain Kya Credits :
Yeh Kismat Hain Kya Lyrics In Hindi- Ghar Ka Chiraag :
Har dua ek baddua kyu
Kyun ban gayi pal mein yaha
Bewafa kismat bhi
Uth gaya sar se hath ma
Yeh kismat hai kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori
Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat nayega kya aadmi
Yeh kismat hain kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori
Yeh kismat hain karti ajab faisle
Yaha milke sab kuch bhi kuch na mile
Bhatkti hai yu dar badar zindagi
Ke marke bhi insa mar na sake
Yeh kismat hain kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori
Ek thokar lagi tuta sara nasha
Ab jana kaha kuch nahi hai pata
Lake kismat ne chhoda hai kis mod par
Jo musafir tha khud ban gaya rashta
Yeh kismat hain kya janta hai wahi
Zamane mein hain jiski kismat boori
Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat bnayega kya aadmi.
Did you enjoy Yeh Kismat Hain Kya song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Yeh Kismat Hain Kya song please contact us.