Zamana Hanse Bhool Lyrics - Ghar Sansar(Mohammed Rafi).
Zamana Hanse Bhool song Lyrics from album Ghar Sansar.The song is sung by Mohammed Rafi.
Lyrics of Zamana Hanse Bhool song has written by Shamsul Huda Bihari -S. H. Bihari and The music of this song is given by Ravi Shankar Sharma -Ravi.
The music video of Zamana Hanse Bhool's song is directed by Ravi Shankar Sharma -Ravi. Zamana Hanse Bhool Credits :
Singer : | Mohammed Rafi |
Lyricist : | Shamsul Huda Bihari -S. H. Bihari |
Music : | Ravi Shankar Sharma -Ravi |
Director : | Ravi Shankar Sharma -Ravi |
Cast : | Balraj Sahni, Nargis, Rajendra Kumar, Kumkum, Johnny Walker, Shammi, Kumari Naaz, Ansari, Devika, Kathana, Krishnakant, Jillani, Marharbleshwar, Parsuram, Iqbal, Alka |
Music Label : | Saregama |
Zamana Hanse Bhool Lyrics In Hindi- Ghar Sansar :
Zamana hanse bhool aisi na karna
Ye hai budzili tera baimaut marna
Ye mat bhul tu baap hai or pati bhi
Tere sath masum do zindagi bhi
Tere bad duniya mein kya unka hoga
Tere bad duniya mein kya unka hoga
Kaha unko jag mein sahara milega
Sahara milega
Kaha unko jag mein sahara milega
Kaha unko jag mein sahara milega
Kaha unko jag mein sahara milega
Inhi ke liye muskura ke jiye jaa
Burai ke badle duaye diye jaa
Bhala karne wale
Chale andhiya gham ke
Tufan aaye
Chale andhiya gham ke
Toofan aaye
Tere ye kadam dagmagane na paye
Tere ye kadam dagmagane na paye
Ghute dam to kya sans
Phi bhi liye jaa
Burai ke badle duaye diye jaa
Bhala karne wale bahlai kiye jaa
Burai ke badle duaye diye jaa.
Did you enjoy Zamana Hanse Bhool song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Zamana Hanse Bhool song please contact us.