Zindagi Kya Hain Ik Lateefa Hain Lyrics - Amrit(Kishore Kumar).
Zindagi Kya Hain Ik Lateefa Hain song Lyrics from album Amrit.The song is sung by Kishore Kumar.
Lyrics of Zindagi Kya Hain Ik Lateefa Hain song has written by Anand Bakshi and The music of this song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal.
The music video of Zindagi Kya Hain Ik Lateefa Hain's song is directed by Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal and Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal. Zindagi Kya Hain Ik Lateefa Hain Credits :
Singer : | Kishore Kumar |
Lyricist : | Anand Bakshi |
Music : | Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal, Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal |
Director : | Laxmikant Shantaram Kudalkar -Laxmikant Pyarelal, Pyarelal Ramprasad Sharma -Laxmikant Pyarelal |
Cast : | Rajesh Khanna, Smita Patil, Aruna Irani, Shafi Inamdar, Satish Shah, Zarina Wahab, Mukri, Sujit Kumar, Daljit Kaur |
Music Label : | Saregama |
Zindagi Kya Hain Ik Lateefa Hain Lyrics In Hindi- Amrit :
Som mangal budh
Veer sukar sani itvaar
Sath dino mein hasana chahiye
Kam se kam sath sau bar
Acha dada ha aa to bacho
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Jeene ka bas yahi tarika hai
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Jeene ka bas yahi tarika hain
Bolo bolo bolo ek latifa suno
Ek bahara ek anda
Ek langda aur bhikari
Jangal mein ja rahe the
Chalte chalte bahre ne kha
Are doste rukh jao
Zara mujhe choro ke
Aane ki aawaj sunayi de rahi hain
To andhe ne kaha tujhe
Aawaj sunayi de rahi hain
Mujhe to mujhe to
Chor dhikhayi de rahe hain
To langda bola chalo chalo
Bagh chalte hai
To bhikari bolo are jaldi chalo
Nahi to main luth jaunge
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Jeene ka bas yahi tarika hai
Dug dugi baaje dham dham dham
Nach bandriya ham cham cham
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Jeene ka bas yahin tarika hai
Bolo bolo bolo ek latifa suno
Ek miyaa bibi aathvi
Manzil pe rahate the
Miya daftar jane ke liye
Ghar se nikala
Niche sadak pe
Aake use yaad aaya
Are mera batua to
Upar rah gaya
Begum ari begum
Mera batua niche fekiye
Begum ne kaha kya kaha
Jor se boliye huzur
Mujhe khuchh
Sunayi nahi de raha
Miya ke gale mein
Durbin latki thi
Use dhur ki shuji
Usne fauran durbin aanko pe lagayi
Aur apni begum ka nurani chehra
Apne chehre ke pas laker kaha
Begum mera batua niche fekh dijiye
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Jeene ka bas yahi tarika hain
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Jeene ka bas yahi tarika hain
Bolo bolo bolo ek latifa suno
Ek aadmi halwayi ki
Dukan pe gaya
Usne rupiya faika aur kaha
Oye mundiya ek taji aur
Mitti lassi bana
Dukandhar ne kaha
Abhi lo badsah
Laasi pite hi us
Aadmi ko gussa aa gaya
Usne dukandhar se kaha
Tum basi aur khati lassi pila kar
Garahko ko luthte ho
Dukandhar ne kaha
Huzur gustakhi maaf
Paise lena mera kaam hain
Dena mera kam nahin
Us aadmi ne kha
Kaha hai dukan ka malik
Huzur vo pas wali
Dukan mein lasi pine gaya hain
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Zindagi kya hain ik lateefa hain
Jeene ka bas yahi tarika hain.
Did you enjoy Zindagi Kya Hain Ik Lateefa Hain song lyrics?. if there is any mistake in lyrics of Zindagi Kya Hain Ik Lateefa Hain song please contact us.